Hey, want to try making your own Karaoke from any youtube track? Check out some samples on our new beta website Pruthak (which means 'to separate') to split a track into vocals, drums, bass, piano!
गाना / Title: इन लम्हों के दामन में - In Lamhon Ke Daaman (Jodha Akbar)
चित्रपट / Film: जोधा अकबर-(Jodhaa Akbar)
संगीतकार / Music Director: ए. आर. रहमान-(A. R. Rahman)
गीतकार / Lyricist: जावेद अख्तर-(Javed Akhtar) गायक / Singer(s): Madhushree, सोनु निगम-(Sonu Nigam)इन लम्हों के दामन में पाकीज़ा से रिश्ते हैं कोई कलमा मोहब्बत का दोहराते फ़रिश्ते हैं खामोश सी है ज़मीं हैरान सा फ़लक है इक नूर ही नूर सा अब आसमां तलक है नगमें ही नगमें हैं जागती-सोती फ़िज़ाओं में हुस्न है सारी अदाओं में इश्क है जैसे हवाओं में कैसा ये इश्क है, कैसा ये ख्वाब है कैसे जज़्बात का उमड़ा सैलाब है दिन बदले, रातें बदली, बातें बदली जीने के अंदाज़ ही बदले हैं इन लम्हों के दामन... समय ने ये क्या किया बदल दी है काया तुम्हें मैंने पा लिया मुझे तुमने पाया मिले देखो ऐसे हैं हम कि दो सुर हों जैसे मद्धम कोई ज़्यादा ना कोई कम किसी राग में के प्रेम आग में जलते दोनों ही के तन भी हैं मन भी मन भी हैं तन भी मेरे ख़्वाबों के इस गुलिस्ता में तुमसे ही तो बहार छाई है फूलों में रंग मेरे थे लेकिन इनमें खुश्बू तुम्हीं से आई है क्योँ है ये आरज़ू, क्योँ है ये जुस्तजू क्योँ दिल बेचैन है, क्योँ दिल बेताब है दिन बदले, रातें बदली, बातें बदलीं जीने के अंदाज़ भी बदले हैं इन लम्हों के दामन में...
In lamhon ke daaman mein Pakiza se riste hain Koi kalma mohabat ka Dohrate farishte hain Khamosh si hai zameen hairaan sa falak hai Ek noor hi noor sa ab aasman talak hai (Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein Husn hai sari adaon mein Ishq hai jaise hawaon mein ) —2 Tanana dom ta dom tanana dom ta dom Tanana dom ta dom tanana dom ta dom Tanam tanam tanam tanana dom tom Tanana dom ta dom tanana dom ta dom Tanana dom ta dom tanana dom ta dom Tana dom tom tana dom tom tanana dom tom Dom tom tana nana dom tom tana dom Dom tom tana nana dom tom tana ohhoo Dom dom tom tana nana dom tom tana Dom tom tana nana dom tom tana nana Kaise yeh ishq hai Kaisa yeh khwab hai Kaise jazbaat ka umda salab hai (Kaise yeh ishq hai Kaisa yeh khwab hai Kaise jazbaat ka umda salab hai Din badle raatein badli, baathein badli Jeene ke aandaz hi badlein hai) —- chorus In lamhon ke daaman mein Pakiza se riste hain Koi kalma mohabat ka Dohrate farishte hain Female: Samay ne yeh kya kiya Badal di hai kaya Tumhe mene paa liye Mujhe tumne paya Mile dekho aise hai hum ke do sur ho jaise madham koi jyada na koi kaam Kise aag mein Ke prem aag mein Jalte dono hi the tan bhi hai maan bhi Maan bhi hai tan bhi Tan bhi hai maan bhi Maan bhi hai tan bhi Male.. mmmhhmmm Mere khwaabon ke is gulistaan mein Tumse hi tum bahar chai hai Phoolon mein rang mere the lekin In mein khusboon tumhi se aaye hai [(Kyon hai yeh arzoo Kyon hai yeh zustzu Kyon dil bechain hai Kyon dil betaab hai ) —-2 Din badle raatein badli baatien badli Jeene ke andaaz hi badle hain ] —chorous In lamhon ke daaman mein Pakiza se riste hain Koi kalma mohabat ka Dohrate farishte hain Khamosh si hai zameen hairaan sa falak hai Ek noor hi noor sa ab aasman talak hai (Nagmein hi nagmein hai jagti soti fizaon mein Husn hai sari adaon mein Ishq hai jaise hawaon mein Ishq hai jaise hawaon mein…
कुछ और सुझाव / Related content: