LyricsIndia.net

Hey, want to try making your own Karaoke from any youtube track? Check out some samples on our new beta website Pruthak (which means 'to separate') to split a track into vocals, drums, bass, piano!

गाना / Title: वतन की माटी हाथ में ले कर - vatan kii maaTii haath me.n le kar

चित्रपट / Film: Gaon

संगीतकार / Music Director: Khemchand Prakash

गीतकार / Lyricist: D N Madhok

गायक / Singer(s): गीता दत्त-(Geeta Dutt)मुकेश-(Mukesh)

Lyrics in English - ASCII
देवनागरी बोल :
दो :	वतन की माटी हाथ में लेकर माथे तिलक लगा लो
गी :	वतन की माटी हाथ में लेकर माथे तिलक लगा लो
मु :	जिस माटी ने जनम दिया उस माटी के गुण गा लो
गी :	जिस माटी ने जनम दिया उस माटी के गुण गा लो
को :	वतन की माटी हाथ ...

मु :	माटी हो के सोना उगले
गी :	माटी हो के सोना उगले ये सोना वो सोना है
को :	ये सोना वो सोना है
दो :	चोर चुराए डाकू लूटे खतम कभी नहीं होना है
मु :	ऐसी प्यारी दौलत को
गी :	ऐसी प्यारी दौलत को
दो :	तन-मन से अपना लो
को :	जिस माटी ने जनम ...

मु :	ग़ैरों ने बाहर से आ के
गी :	ग़ैरों ने बाहर से आ के
मु :	पेट भरे यहाँ अपने
को :	पेट भरे यहाँ अपने
दो :	सुख की नींद सदा वो सोए देखे सुख के सपने
को :	सुख की नींद सदा वो सोए देखे सुख के सपने
मु :	बन्द करो अब घर के द्वारे
गी :	बन्द करो अब घर के द्वारे
को :	जिस माटी ने जनम ...

Lyrics in Unicode - Devanagari
Lyrics:
do :	vatan kii maaTii haath me.n lekar maathe tilak lagaa lo
gii :	vatan kii maaTii haath me.n lekar maathe tilak lagaa lo
mu :	jis maaTii ne janam diyaa us maaTii ke guN gaa lo
gii :	jis maaTii ne janam diyaa us maaTii ke guN gaa lo
ko :	vatan kii maaTii haath ...

mu :	maaTii ho ke sonaa ugale
gii :	maaTii ho ke sonaa ugale ye sonaa vo sonaa hai
ko :	ye sonaa vo sonaa hai
do :	chor churaa_e Daakuu luuTe khatam kabhii nahii.n honaa hai
mu :	aisii pyaarii daulat ko
gii :	aisii pyaarii daulat ko
do :	tan-man se apanaa lo
ko :	jis maaTii ne janam ...

mu :	Gairo.n ne baahar se aa ke
gii :	Gairo.n ne baahar se aa ke
mu :	peT bhare yahaa.N apane
ko :	peT bhare yahaa.N apane
do :	sukh kii nii.nd sadaa vo so_e dekhe sukh ke sapane
ko :	sukh kii nii.nd sadaa vo so_e dekhe sukh ke sapane
mu :	band karo ab ghar ke dvaare
gii :	band karo ab ghar ke dvaare
ko :	jis maaTii ne janam ...

कुछ और सुझाव / Related content: