LyricsIndia.net

Hey, want to try making your own Karaoke from any youtube track? Check out some samples on our new beta website Pruthak (which means 'to separate') to split a track into vocals, drums, bass, piano!

गाना / Title: अंधे जहाँ के अंधे रास्ते, जायें तो जायें कहाँ - a.ndhe jahaa.N ke a.ndhe raaste, jaaye.n to jaaye.n kahaa.N

चित्रपट / Film: पतिता-(Patita)

संगीतकार / Music Director: शंकर - जयकिशन-(Shankar-Jaikishan)

गीतकार / Lyricist: शैलेन्द्र-(Shailendra)

गायक / Singer(s): तलत महमूद-(Talat Mahmood)

शेअर करें / Share Page

Lyrics in English - ASCII
देवनागरी बोल :
अंधे जहान के अंधे रास्ते,  जाएं तो जाएं कहाँ
दुनिया तो दुनिया,  तू भी पराया,  हम यहाँ ना वहाँ

जीने की चाहत नहीं,  मर के भी राहत नहीं
इस पार आँसू,  उस पार आहें,  दिल मेरा बेज़ुबां
अंधे जहान के ...

हम को न कोई बुलाए,  ना कोई पलकें बिछाए
ऐ ग़म के मारों, मंज़िल वहीं है, दम ये टूटे जहाँ
अंधे जहान के ...

आग़ाज़ के दिन तेरा अंजाम तय हो चुका
जलते रहें हैं,  जलते रहेंगे, ये ज़मीं आसमां
अंधे जहान के ...

Lyrics in Unicode - Devanagari
Lyrics:
a.ndhe jahaan ke a.ndhe raaste,  jaae.n to jaae.n kahaa.N
duniyaa to duniyaa,  tuu bhii paraayaa,  ham yahaa.N naa vahaa.N

jiine kii chaahat nahii.n,  mar ke bhii raahat nahii.n
is paar aa.Nsuu,  us paar aahe.n,  dil meraa bezubaa.n
a.ndhe jahaan ke ...

ham ko na koI bulaae,  naa koI palake.n bichhaae
ai Gam ke maaro.n, ma.nzil vahii.n hai, dam ye TuuTe jahaa.N
a.ndhe jahaan ke ...

aaGaaz ke din teraa a.njaam tay ho chukaa
jalate rahe.n hai.n,  jalate rahe.nge, ye zamii.n aasamaa.n
a.ndhe jahaan ke ...

कुछ और सुझाव / Related content: