LyricsIndia.net

Hey, want to try making your own Karaoke from any youtube track? Check out some samples on our new beta website Pruthak (which means 'to separate') to split a track into vocals, drums, bass, piano!

गाना / Title: उम्र हुई तुमसे मिले फिर भी जाने क्यों - umr huii tumase mile phir bhii jaane kyo.n

चित्रपट / Film: Bahurani

संगीतकार / Music Director: सी. रामचंद्र-(C Ramchandra)

गीतकार / Lyricist: साहिर लुधियानवी-(Sahir Ludhianvi)

गायक / Singer(s): हेमंत कुमार-(Hemant Kumar)लता मंगेशकर-(Lata Mangeshkar)

शेअर करें / Share Page

Lyrics in English - ASCII
देवनागरी बोल :
ल : उम्र हुई, तुमसे मिले, फिर भी जाने क्यों
     ऐसे लगे जैसे पहली बार मिले हैं
हे : उम्र हुई, बाग सजे, फिर भी जाने क्यों
     ऐसे लगे फोओल पहली बार खिले हैं

ल : रूप जगा यूँ, बिन सँवारे साजना, मैं सँवर गैइ -२
     आज लगा यूँ, आज लगा यूँ,
     मोतियों से मेरी माँग भर गैइ
     कजरा छलके, अचरा ढलके,
     ऐसे लगे जैसे पहली बार मिले हैं

हे : संग तुम्हारा, मेरी ज़िन्दगी को रास आ गया -२
     पा के सहारा, पा के सहारा,
     दूर थ्हा मैं, अपने पास आ गया
     दुनिया सारी, लागे न्यारी,
     ऐसे लगे जैसे पहली बार मिले हैं

ल : झूम उठा तन, मन में एक ऐसी बात आ गैइ -२
     जिसकी थी लगन, जिसकी थी लगन
     आज वो मिलन की रात आ गैइ
     अलके लहके, अखियाँ बकहे
     ऐसे लगे जैसे पहली बार मिले हैं

Lyrics in Unicode - Devanagari
Lyrics:
la : umr huii, tumase mile, phir bhii jaane kyo.n
     aise lage jaise pahalii baar mile hai.n
he : umr huii, baag saje, phir bhii jaane kyo.n
     aise lage phool pahalii baar khile hai.n

la : ruup jagaa yuu.N, bin sa.Nvaare saajanaa, mai.n sa.Nvar gaii -2
     aaj lagaa yuu.N, aaj lagaa yuu.N,
     motiyo.n se merii maa.Ng bhar gaii
     kajaraa chhalake, acharaa Dhalake,
     aise lage jaise pahalii baar mile hai.n

he : sa.ng tumhaaraa, merii zindagii ko raas aa gayaa -2
     paa ke sahaaraa, paa ke sahaaraa,
     duur thhaa mai.n, apane paas aa gayaa
     duniyaa saarii, laage nyaarii,
     aise lage jaise pahalii baar mile hai.n

la : jhuum uThaa tan, man me.n ek aisii baat aa gaii -2
     jisakii thii lagan, jisakii thii lagan
     aaj vo milan kii raat aa gaii
     alake lahake, akhiyaa.N bakahe
     aise lage jaise pahalii baar mile hai.n

कुछ और सुझाव / Related content: