LyricsIndia.net

Hey, want to try making your own Karaoke from any youtube track? Check out some samples on our new beta website Pruthak (which means 'to separate') to split a track into vocals, drums, bass, piano!

गाना / Title: कली के रूप में चली हो धूप में कहाँ? - kalii ke ruup me.n chalii ho dhuup me.n kahaa.N?

चित्रपट / Film: नौ दो ग्यारह-(Nau Do Gyaarah)

संगीतकार / Music Director: सचिन देव बर्मन-(S D Burman)

गीतकार / Lyricist: मजरूह सुलतानपुरी-(Majrooh Sultanpuri)

गायक / Singer(s): आशा भोसले-(Asha Bhosale)मोहम्मद रफ़ी-(Mohammad Rafi)

शेअर करें / Share Page

Lyrics in English - ASCII
देवनागरी बोल :
कली के रूप में चली हो धूप में कहाँ?
सुनो जी महरबाँ, होगे न तुम जहाँ, वहाँ

क्या है कहो जळी, कि हम तो हैं चल दी
अपने दिल के सहारे
अब न रुकेंगे तो दुखने लगेंगे
पाँव नाज़ुक तुम्हारे
राह में हो के गुम, जाओगे छुप के तुम, कहाँ?
सुनो जी महरबाँ, होगे न तुम जहाँ, वहाँ

चल न सकेंगे सम्भल न सकेंगे 
हम तुम्हारी बला से
मिला न सहारा तो आओगी दुबारा
खिंच के मेरी सदा पे
छोड़ो दीवानापन, अजी जनाब मन कहाँ?
सुनो जी महरबाँ, होगे न तुम जहाँ, वहाँ

मानोगे न तुम भी तो ए लो चले हम भी
अब हम.एन न बुलाना
जाते हो तो जाओ, अदायें न दिखाओ
दिल न होगा निशाना
हवा पे बैठ के, चले हो ऐंठ के, कहाँ?
सुनो जी महरबाँ, होगे न तुम जहाँ, वहाँ

Lyrics in Unicode - Devanagari
Lyrics:
kalii ke ruup me.n chalii ho dhuup me.n kahaa.N?
suno jii maharabaa.N, hoge na tum jahaa.N, vahaa.N

kyaa hai kaho jaldii, ki ham to hai.n chal dii
apane dil ke sahaare
ab na ruke.nge to dukhane lage.nge
paa.Nv naazuk tumhaare
raah me.n ho ke gum, jaaoge chhup ke tum, kahaa.N?
suno jii maharabaa.N, hoge na tum jahaa.N, vahaa.N

chal na sake.nge sambhal na sake.nge 
ham tumhaarii balaa se
milaa na sahaaraa to aaogii dubaaraa
khi.nch ke merii sadaa pe
chho.Do diivaanaapan, ajii janaab man kahaa.N?
suno jii maharabaa.N, hoge na tum jahaa.N, vahaa.N

maanoge na tum bhii to e lo chale ham bhii
ab ham.en na bulaanaa
jaate ho to jaao, adaaye.n na dikhaao
dil na hogaa nishaanaa
havaa pe baiTh ke, chale ho ai.nTh ke, kahaa.N?
suno jii maharabaa.N, hoge na tum jahaa.N, vahaa.N

कुछ और सुझाव / Related content: