back

song: hai na
film: zubeidaa
musicdirector: a r rahman
songwriter: javed akhtar
singer: udit narayan, alka yagnik

mehki mehki hain raahe, behki behki hain nigaahe, hai na
(the pathways are drenched in fragrance, the eyes are not in control, isn't it)

haaey re, haaey re, haaey re, haaey re
ghere hain jo ye baahe, paaee hain maine panaahe, hai na
(as these arms have surrounded me, i have found shelter, isn't it)

haaey re, haaey re, haaey re, haaey re

ga, tu dil ke taaro pe ga
(sing, you sing on the strings of the heart)

geet aisa koi naya
(a song, that is so novel)

jo zindagi mein kabhi ho na pehle suna
(that i had never heard before in my life)

palko pe sapne saja
(adorn the dreams on your eyelids)

sapno mein jaadoo jaga
(in the dreams create magic)

tu meri raaho mein chaahat ki shamme jala
(you light the lamps of love on my pathways)

mehki mehki hain raahe, behki behki hain nigaahe, hai na
haaey re, haaey re, haaey re, haaey re

mere dil ne tohfe ye tum se paaye
(my heart has received these gifts from you)

dhoop thi gam ki tum laaye saaye
(there was scorching sunlight of sorrows, you had brought shadows)

mere dil ne tohfe ye tum se paaye
dhoop thi gam ki tum laaye saaye
meri ab jo bhi khushi hai
(now whatever my happiness is)

mujhe tum se hi mili hai
(i have received from you)

suno na
(please listen)

tumhi wo chandni ho jo, meri najro mein khili hai
(you are that moonbeam, which has lightened in my eyes)

kahi ye to nahi hain wo aankhe hasee, dekhti hain jo mujhko piya
(aren't these those beautiful eyes, which look at me, o lover)

jo bhi hu teri hu, bas yehi gun hai mera
(whatever i am, i am yours, that is the only virtue of mine)

jo bhi hu teri hu, bas yehi gun hai mera

ga tu dil ke taaro pe ga
geet aisa koi naya
jo zindagi mein kabhi ho na pehle suna
palko pe sapne saja
sapno mein jaadoo jaga
tu meri raaho mein chaahat ki shamme jala

dil ki ye zid hai, dil ka hai kehna
(this is the insistance of heart, this is what the heart says)

saath tumhare, is ko hai rehna
(it wishes to live with you)

ho, dil ki ye zid hai, dil ka hai kehna
saath tumhare, is ko hai rehna
chalo kahi door hi jaaye, nayi ek duniya basaaye
(come, we shall go somewhere faraway, and construct a new world)

suno na
(please listen)

waha bas main aur tum ho
(may only i and you be there)

mohabbat mein ham gum ho
(may we be lost there in love)

ab ho uljhan koi, ab ho bandhan koi
(now whatever confusion might be there, now whatever compulsion might be there)

ho nahi sakte ham ab juda
(we may not get separated now)

ye tera, ye mera, aakhri hai faisla
(this is yours, this is mine, last decision)

ye tera, ye mera, aakhri hai faisla

haaey re, haaey re, haaey re, haaey re, haaey
haaey re, haaey re, haaey re, haaey re, haaey

version: 1.00
last updated: 22/10/2000
presented by: vulcan

back