back

song: pyaara sa gaon
film: zubeidaa
musicdirector: a r rahman
songwriter: javed akhtar
singer: lata mangeshkar

hu hu hu hu hu hu hu hu hu hu
hu hu hu hu hu hu hu hu hu hu
ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha

door kahi ik aam ki bagiya
door kahi ik aam ki bagiya
(somewhere faraway is an orchard of mangoes)

bagiya mein hai thandi chhaao
(in the orchard is cool shadow from the sunlight)

chhaao mein ik kachcha rasta
(under the shadows passes an unbuilt path)

raste mein pyaara sa gaao
(on the pathway is a lovely village)

gaao mein ik chhota sa ghar
(in the village is a small house)

ghar meni ik ujlaa sa aangan
(in the house is a neat and clean quadrangle)

aangan mein chandan ka palna
(in the quad is a cradle made of sandalwood)

palne meni chanda sa munna
(in the cradle is a kid like moon)

munne ki aankho mein nindiya
(in the eyes of the kid is sleep)

door kahi ik aam ki bagiya
bagiya mein hai thandi chhaao
chhaao mein ik kachcha rasta
raste mein pyaara sa gaao

neele neele aasmaan mein, taaro ka hai ek nagar
(over the blue sky is a city of stars)

jag mag jag mag ik taare par ik shehzaadi ka hai ghar
(on one of those shining stars is the house of a princess)

chupke chupke raat ko uth ke dhyaan se dekhe koi agar
(secretly getting awake in the night, if somebody carefully watches)

jhil mil jhil mil hai taare mein us shehzaadi ke jewar
(in the twinkling of the star are the jweleries of that princess)

shezaadi ithlaaye, shehzaadi ye gaaye
(the princess shows gestures, the princess sings this)

door kahi ik aam ki bagiya

aadhi raat jab ho jaati hai, jab duniya so jaati hai
(when it is midnight, when the entire world falls asleep)

taaro se shehzaadi utar ke, munne ke ghar aati hai
(from the stars, the princess climbs down, and comes the home of the kid)

meethe meethe saare sapne, apne saath wo laati hai
(sweet, sweet, a lot of dreams, she brings alongwih her)

sote munne ki palko pe, ye sapne wo sajaati hai
(on the eyelids of the sleeping kid, she adorns these dreams)

sirhaane wo aaye, haule se wo gaaye
(she comes to the head side of the bed, softly she sings)

door kahi ik aam ki bagiya

version: 1.00
last updated: 22/10/2000
presented by: vulcan

back