back

song: so gaye hain
film: zubeidaa
musicdirector: a r rahman
songwriter: javed akhtar
singer: lata mangeshkar

so gaye hain, kho gaye hain, dil ke afsaane

(these have got slept, these have got lost, the stories of the heart)

koi to aata phir se kabhi in ko jagaane
(may somebody come again sometime to wake them up again)

koi to aata phir se kabhi in ko jagaane

so gaye hain, kho gaye hain, dil ke afsaane
so gaye hain, kho gaye hain, dil ke afsaane

saans bhi leti hain jo kathputliyaan
(we, the girls, are like the wooden puppets who breath)

un ki bhi thaame hai koi doriyaan
(our movements are also controlled by strings which somebody is holding)

aansuo mein bheegi hain khamoshiyaan
(our silence is drenched in our tears)

so gaye hain, kho gaye hain, dil ke afsaane
so gaye hain, kho gaye hain, dil ke afsaane

dil pe ek parchhaae hai lehraae si
(some shadow is almost wavering on the heart)

aarzoo meri hai ek angadaae si
(my desire is as releiving as the spontaneous stretching of limbs)

ik tamanna hai kahin sharmaae si
(one desire is living somewhere, shyly)

so gaye hain, kho gaye hain, dil ke afsaane
so gaye hain, kho gaye hain, dil ke afsaane

PART 2:

so gaye hain, kho gaye hain, dil ke afsaane
so gaye hain, kho gaye hain, dil ke afsaane
koi to aata phir se kabhi in ko jagaane
koi to aata phir se kabhi in ko jagaane

so gaye hain, kho gaye hain, dil ke afsaane
so gaye hain, kho gaye hain, dil ke afsaane

zindagi hai phir naye ik mod par
(the life again is at a novel turn)

jaaye ab chaahe jahaa ye rehguzar
(let this pathway lead me to wherever)

meri manzil to hai mera hamsafar
(my destination is my fellow traveller)

so gaye hain, kho gaye hain, dil ke afsaane
so gaye hain, kho gaye hain, dil ke afsaane

version: 1.00
last updated: 22/10/2000
presented by: vulcan

back