back

song: mehndi hai rachnewali
film: zubeidaa
musicdirector: a r rahman
songwriter: javed akhtar
singer: alka yagnik

mehndi hai rachne wali, haatho mein gehri laali
(the henna is going to get etched to bring deep shade of red in the hands)

kahe sakhiya, ab kaliya
(friends are saying that now buds)

haatho mein khilne wali hain
(are going to bloom in the hands)

tere man ko, jivan ko, nayi khushiyan milne wali hain
(your mind, your life is going to get many novel happiness)

mehndi hai rachne wali, haatho mein gehri laali
kahe sakhiya, ab kaliya
haatho mein khilne wali hain
tere man ko jivan ko nayi khushiyan milne wali hain

ho hariyali banno
(o bloomed bride)

le jaane tujhko guiyaan, aane waale hain saiyaan
(o friend,  to carry you, your husband is about to come)

thaamenge aa ke baiyaan, goonjegi shehnaaee, angnaaee, angnaaee
(he will hold your arms, the shehnaaee musical instrument will sound in the quadrangle)

mehndi hai rachne wali, haatho mein gehri laali
kahe sakhiya, ab kaliya
haatho mein khilne wali hain
tere man ko jivan ko nayi khushiyan milne wali hain

gaaye maiya aur mausi, gaaye behna aur bhabhi
(your mother and her sister are singing, your sister and the wife of your brother are singing)

ki mehndi khil jaaye, rang laaye, hariyali banni
(that may the henna bloom in your hand and bring great colour, o bloomed bride)

gaaye phoophi aur chachi, gaaye nani aur dadi
(the sister of your father and the the wife of your father's brother are singing, the mother of your mother and the mother of your father are singing)

ki mehndi man bhaaye, saj jaaye, hariyaali banni
(that may the henna feels good to your mind, and adorn on you, o bloomed bride)

mehndi roop sanware, ho, mehndi rang nikhare, ho
(may the henna enhance your beauty, may the henna improve your complexion)

hariyali banni ke aanchal mein utrenge taare
(the stars will climb down to accumulate in the scarf of yours, o bloomed bride)

mehndi hai rachne wali, haatho mein gehri laali
kahe sakhiya, ab kaliya
haatho mein khilne wali hain
tere man ko jivan ko nayi khushiyan milne wali hain

gaaje baaje baraati, ghoda, gaadi, aur haathi ko
(the musical instruments, the guests in marital procession, the horse, the vehicle and the elephant)

laayenge saajan tere aangan, hariyali banni
(all these your husband will bring to your house, o bloomed bride)

teri mehndi wo dekhenge, to apna dil rakh denge wo
(when he will look at your henna-etched limbs, then he will put his heart)

pairo mein tere chupke se, hariyali banni
(on your feet, secretly, o bloomed bride)

mehndi roop sanware, ho, mehndi rang nikhare, ho
hariyali banni ke aanchal mein utrenge taare

mehndi hai rachne wali, haatho mein gehri laali
kahe sakhiya, ab kaliya
haatho mein khilne wali hain
tere man ko jivan ko nayi khushiyan milne wali hain

version: 1.00
last updated: 22/10/2000
presented by: vulcan

back