back

song: main albeli
film: zubeidaa
musicdirector: a r rahman
songwriter: javed akhtar
singer: kavita krishnamurthy, sukhvindara singh

rangeeli ho, sajeeli ho
(o jovial girl, o ornamented girl)

rangeeli ho, sajeeli ho
hoo albeli o
(o frivolous girl)

hoo albeli o

main albeli, ghoomu akeli, koi paheli hu main
(i am frivolous, i wander alone, i am some riddle)

ho main albeli, ghoomu akeli, koi paheli hu main
pagli hawaye, mujhe jaha bhi le jaaye in hawaao ki saheli hu main
(the mad winds may take me anywhere, afterall i am a friend of these winds)

tu hai rangeeli ho
(you are jovial)

tu hai sajeeli ho
(you are ornamented)

hirni hu ban mein, kali gulshan mein
(i am a feminine deer in jungle, i am a bud in garden)

shabnam kabhi hu, kabhi hu shola
(sometime i am dewdrop, sometime i am a flame or fire)

shaam aur sawere, sau rang mere
(every dawn and dusk have hundred colors of mine)

main bhi nahi jaanoo aakhir hu main kya
(i myself am not aware afterall what i am)

tu albeli, ghoomu akeli, koi paheli hai tu
(you are frivolous, you wander alone, you are some riddle)

pagli hawaye, tujhe jaha bhi le jaaye in hawaao ki saheli hai tu
(the mad winds may take you anywhere, afterall you are a friend of these winds)

tu albeli, ghoomu akeli, koi paheli paheli

mere hisse mein aayi hain kaisi betaabiyan
(what anxieties have come to my share)

mera dil ghabraata hai mein chahe jaaoo jaha
(my heart gets worried wherever i go)

mere hisse mein aayi hain kaisi betaabiyan
mera dil ghabraata hai mein chahe jaaoo jaha
meri bechaini le jaaye mujhko jaane kaha
(my restlessness is carrying me i don't know where)

main ik pal hu yaha, main hu ik pal waha
(one moment i am here, the next moment i am there)

tu baawali hai
(you are mad)

tu manchali hai
(you are zealous)

sapno ki hai duniya jis me tu hai pali
(that is a world of dreams in which you had been nurtured)

main albeli, ghoomu akeli, koi paheli hu main
tu albeli, o
main albeli, ghoomu akeli, koi paheli hu main
pagli hawaye, mujhe jaha bhi le jaaye in hawaao ki saheli hu main
tu hai rangeeli ho
tu hai sajeeli ho

hirni hu ban mein, kali gulshan mein
shabnam kabhi hu, kabhi hu shola
shaam aur sawere, sau rang mere
main bhi nahi jaanoo aakhir hu main kya

o
tu albeli, o
hu hu
main wo rahi hu jiski koi manzil nahi
(i am that traveler who does not have a destination)

main wo armaa hu jiska koi haasil nahi
(i am that desire which does not get realised)

main hu wo mauj ki jiska koi saahil nahi
(i am that wave of water which does not find a shore)

mera dil naazuk hai
mera dil naazuk hai patthar ka mera dil nahi
(my heart is soft, it is not made of stone)

tu anjaani, tu hai diwaani
(you are ignorant, you are mad)

sheesha leke patthar ki duniya mein hai chali
(carrying the heart of glass, you have treaded into the world of stones)

tu albeli, ghoomu akeli, koi paheli hai tu
pagli hawaye, tujhe jaha bhi le jaaye in hawaao ki saheli hai tu
main hu rangeeli ho
main hu sajeeli ho

hirni hu ban mein, kali gulshan mein
shabnam kabhi hu, kabhi hu shola
shaam aur sawere, sau rang mere
main bhi nahi jaanoo aakhir hu main kya

rangeeli ho, sajeeli ho
rangeeli ho, sajeeli ho
rangeeli ho, sajeeli ho
rangeeli ho, sajeeli ho

version: 1.00
last updated: 22/10/2000
presented by: vulcan

back