back

song: jaan tum ho meri
film: Vishwa vidhata
musicdirector: a r rahman
songwriter: p k mishra
singer: s p balasubrahmanyam, anupama

jaan tum ho meri dooriya kyo hum se
(you are my life, why are there distances from me)

ab to aa ke mil ja pyaas man mein kabse
(now come and meet, thirst has been there in the mind for such a long time)

ye suhani shaam hai pyaar kar le hum se
(this is a beautiful evening, make love to me)

choom lo aao mujhe hai gujarish tum se
(come kiss me, this is my plea to you)

jaan tum ho meri pyaar ho gaya tumse
(you are my life, i have fallen in love with you)

main bhi to hu pyaasa tumko dekha jabse
(i also am thirsty ever since i have looked at you)

ye jawani ka nasha chha raha hai kabse
(this intoxication of adulthood is shadowing for such a long time)

ho na jaaye josh mein bhool koi humse
(may we not commit any mistake in our enthusiasm)
 

aaj tum lagti ho sundar khilte phulo ki jaisi
(you are appearing beautiful today, like blooming flowers)

jhilmilati teri aankhe chanda taro ke jaisi
(twinkling eyes of yours are like moon and stars)

saath mil kar jaan-e-jaa aao hum naachenge
(come, we shall dance together, o soul of my life)

mastiyo mein jhumenge aao hum gayenge
(we shall rock in enjoyment, come we shall sing)

ye nazare aur tum saath mere humdam
(these sceneries and you are with me, o lover)

aaj apne pyaar ka ho gaya hai sangam
(the mingling of our love has happened today)
 

jaan tum ho meri dooriya kyo hum se
ab to aa ke mil ja pyaas man mein kabse
ye suhani shaam hai pyaar kar le hum se
choom lo aao mujhe hai gujarish tum se
jaan tum ho meri dooriya kyo hum se
ab to aa ke mil ja pyaas man mein kabse

toofano mein bhi ae saathi tumko hum na chhodenge
(even amidst the storms, o companion, we shall not leave you)

mushqil se hoti hai mohabbat janam janam na todenge
(it is difficult to fall in love, we shall not snap it for many births)

aaj mera dil bole phulo pe so jaaye
(today my heart is saying, let's sleep on the flowers)

jaan meri keh do tum baaho mein kho jaye
(o my life, tell me that we shall get lost in each other's arms)

jaan teri hai sada keh rahi hai dhadkan
(this life is always yours, the heartbeat is saying)

dil mein rehte ho sada tum hi mere humdam
(just you are always staying in my heart, o lover)

jaan tum ho meri dooriya kyo humse
main bhi to hu pyaasa tumko dekha jabse
ye suhani shaam hai pyaar kar le hum se
ho na jaaye josh mein bhool koi humse
jaan tum ho meri dooriya kyo hum se
main bhi to hu pyaasa tumko dekha jabse
ye jawani ka nasha chha raha hai kabse
ho na jaaye josh mein bhool koi humse

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back