back

song: kal nahin tha
film: Vishwa vidhata
musicdirector: a r rahman
songwriter: p k mishra
singer: sujatha; hariharan

kal nahin tha wo kya hai aaj ye
(what was not there yesterday, what is this thing today)

keh gaee ye hawaye kya mujhe
(what these airs have told me in passing)

kahin ye khaab to nahi
(is it not a dream)

kahin ye pyaar to nahi
(is it not love)

hardam aas ho gaee kyo man mein
(why every moment a hope has arisen in my mind)

kal nahin tha wo kya hai aaj ye
keh gaee ye hawaye kya mujhe
ye kya haal ho gaya
(what this condition of mine has come to)

mujhko ye kya ho gaya
(what is this happended to me)

hardam aas ho gaee kyo man mein

hai khuda bhi kaha maa ki mamta bina
(where is god there without the affection of the mother)

swapn aate nahi pyaar jage bina
(dreams don't turn up without love getting awake)

hai kaha ye mohabbat chahato ke bina
(where is this love without the loves)

dhadkano ki juba dhadkano ne suni
(the language of the heart, hearts have listened to)

uth raha hai dhuaa aag to hai wahi
(wherever smoke is coming up, fire is very much there)

pyaar milta jaha par jindagi hai wahi
(similarly wherever love is found, life is there)

kal nahin tha wo kya hai aaj ye
keh gaee ye hawaye kya mujhe
kahin ye khaab to nahi
kahin ye pyaar to nahi
hardam aas ho gaee kyo man mein
kal nahin tha wo kya hai aaj ye
keh gaee ye hawaye kya mujhe

aasma hai jaha hai sitare waha
(wherever sky is there, stars are there)

chandni hai jaha chandrama hai waha
(wherever moonlight is there, moon is there)

manjile hai wahi pe pyaar hota jaha
(the destinations are just there, where one falls in love)

pyaar ki raah mein aap jo mil gaye
(in the pathways of love, when you met me)

raah mein hazaro deep kyo jal gaye
(why have thousands earthen lamps got lit on the pathway)

aaj kyo mere man mein phool khil gaye
(why have flowers bloomed in my mind, today)

kal nahin tha wo kya hai aaj ye
keh gaee ye hawaye kya mujhe
kahin ye khaab to nahi
kahin ye pyaar to nahi
hardam aas ho gaee kyo man mein
kal nahin tha wo kya hai aaj ye
keh gaee ye hawaye kya mujhe
ye kya haal ho gaya
mujhko ye kya ho gaya
hardam aas ho gaee kyo man mein

SIDE B

kal nahin tha wo kya hai aaj ye
(what was not there yesterday, what is this today)

keh gaee ye hawaye kya mujhe
(what these airs have said to me in passing)

gehri neend so gaee
(i slept in sound sleep)

veerano mein kho gaee
(i got lost in deserts)

kaise meri jindagi gujregi
(how will my life be spent)
 

char hi din ki thi ye rehgujar
(this road was of just four days)

ho gaya aaj poora ye safar
(this journey is complete today)

tere pyaar ki kasam
(i swear in the name of your love)

meri yaad mein sanam
(in my memory, o lover)

ab ye teri jindagi gujregi
(now this life of yours will be spent)
 

khatm hoti nahi pyaar ki daasta
(the tale of love does not end)

khil rahi hai sada pyaar se hi fiza
(the environment is always blooming because of the love)

waqt se bhi purana hai ye silsila
(this sequence goes even before the start of time)

barasne talak hai baadlo ka safar
(the journey of clouds is till they rain)

jindagi talak hai jindagi ka safar
(the journey of life is till another life)

pyaar ka ye safar to hai sada amar
(this jourey of love is just always immortal)

char hi din ki thi ye rehgujar
ho gaya aaj poora ye safar
tere pyaar ki kasam
meri yaad mein sanam
ab ye teri jindagi gujregi

kya pata tha mujhe kya hai meri manjil
(what did i know about what is my destination)

kya pata tha tujhe toot jayega dil
(you were not knowing that heart will shatter)

ja rahe the kaha hum aa gaye kidhar
(where we were going, where have we come to)

mil ke hai bichadna ye hawa keh gayee
(we have to get separated after meeting, the breeze has said that)

gam ka ye hadsa kis tarah sah gayee
(how did you tolerate this accident of sorrow)

jindagi to gujar gayee yaad reh gayee
(the life has passed away, just memories have remained)

char hi din ki thi ye rehgujar
ho gaya aaj poora ye safar
tere pyaar ki kasam
meri yaad mein sanam
ab ye teri jindagi gujregi

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back