back

song: tauba tauba
album: Vande Mataram
musicdirector: a r rahman
songwriter: mehboob
singer: a r rahman

(NOTE: thanks to showket, a member of arrahmanfans, for corrections)

khud se main jang ladta hu, sab se ye kehta hu
(i am fighting war with myself, i say this to everyone that)

charo or jo hota hai, us se main gussa hu
(whatever is happening all around, i am angry at that)

tauba, tauba, nafs magroor hai
(god forbid, our soul has become proudy)

tauba, tauba, sach se door hai
(god forbid, it has gone away from the truth)

tauba, tauba, dil benoor hai
(god forbid, the heart is without enlightenment)

tauba, tauba, kaisa daur hai
(god forbid, what times are these)
 

khud se main jang ladta hu, sab se ye kehta hu
charo or jo hota hai, us se main gussa hu
tauba, tauba, nafs magroor hai
tauba, tauba, sach se door hai
tauba, tauba, dil benoor hai
dauba, tauba, kaisa daur hai

kab aayega waqt wo naya
(when will that novel time come)

kab payenge sab dil ki azadi ko
(when will everybody achieve the freedom of heart)

kab aayegi wo pyaari pyaari ek subah
(when will that lovely dawn will come)

daulat badhti hai roj to ameero ki hi
(as the wealth of just the rich persons is increasing day by day)

bhookh badhti hai roj hi gareebo ki
(similarly, the hunger of poor persons is increasing day by day)

wado se tar jubaa waqt milte hi par
(whenever the time comes the tongue drenched with empty promises)

goongi ho jaati hai un rehbaro ki
(of those street looters become mute)

chalate hai akad ke ye jamee pe
(they walk erect on this land)

bhoole hai ki jaana hai ek din us jamee mein
(they have forgotten that they have to go to that land some day)

dhabba hai dhabba ki jaise chaand pe dhabba
(this is a black spot, as if one spot is there on the face of the moon)

dhokha ye dhokha dete hai khud ko dhokha
(deception, they are deceiving themselves)

tauba, tauba, nafs magroor hai
tauba, tauba, sach se door hai
tauba, tauba, dil benoor hai
tauba, tauba, kaisa daur hai

socho socho jara kafi hai ek shama
(think a little, one candle is enough)

jisse jal uthati yaha lakho shama
(from which a million candles get lit here)

sari duniya badal jayegi yaro par
(entire world will get transformed, friends, but, for that to happen)

hai jaroori badalna bas ek ka
(it is mandatory for just one person to get transformed)

muskura ke dekhna bhi neki
(it is a good deed to look at somewhen with a smile on your lips)

logo ki raho se patthar hatana neki
(it is a good deed to remove stones from the pathways of people)

sajda tu sajda duniya ko na kar sajda
(salutation, you don't salute to the world)

sajda ho sajda bas naam-e-khuda ka sajda
(salutation, only in the name of god you should salute)

tauba, tauba, nafs magroor hai
tauba, tauba, sach se door hai
khud se main jang ladta hu, sab se ye kehta hu
charo or jo hota hai, us se main gussa hu

version: 1.01
last updated: 29/10/2000
presented by: vulcan

back