back

song: roja
film: Roja
musicdirector: a r rahman
songwriter: p k mishra
singer: s p balasubrahmanyam, chitra; hariharan

aa aa aa aa aa aa aa aa aa
roja jaan-e-man tu hi mera dil tujh bin tarse naina
(o life, roja, you are my heart, my eyes are starving without you)

dil se na jati hai yaade tumhari kaise tum bin jeena
(the memories of yours do not go away from my heart, what is this life without you)

aankho mein tu hai aansoo mein tu hai
(you are in my eyes, you are in my tears)

aankhe band kar lu to man mein bhi tu hai
(if i close my eyes, thenalso you are in my mind)

khwabo mein tu saanso mein tu roja
(you are in my dreams, you are in my breaths, o roja)

roja jaan-e-man tu hi mera dil tujh bin tarse naina

la ra la la la la la la la
la ra la la la la la la la
la la la la la la la la la
la la la la la la la la la
choo ke yu chali hawa jaise chhoo gaye ho tum
(having touched me, the wind moved, as if you have touched me)

phool jo khile they wo shool ban gaye hai kyo
(why have the flowers that had bloomed had become thorns)

jee raha hu isliye dil mein pyaar hai tera
(i am living for the reason that there is love of yours in my heart)

zulm sah raha hu kyo intezar hai tera
(why i am tolerating atrocities, because i am waiting for you)

tumse mile bina jaan bhi na jaayegi
(without meeting you, even my soul will not go away)

qayamat se pehle saamne tu aayegi
(before the dooms day, you will appear in front of me)

kaha hai tu kaisi hai tu roja
(where are you, how are you, o roja)

roja jaan-e-man tu hi mera dil tujh bin tarse naina
aankho mein tu hai aansoo mein tu hai
aankhe band kar lu to man mein bhi tu hai
khwabo mein tu saanso mein tu roja

thandi thandi ae hawa tera kaam kya yaha
(o cool air, what job you have over here)

meet nahi paas mein chandni tu laut ja
(my beloved  is not near me, o moonlight you return)

phool kyo khile ho tum julf nahi wo yaha
(o flower, why have you bloomed when this hairlock is not near)

jhuke jhuke aasma meri hasee na udha
(o stooped sky, don't make a mockery of me)

pyaar ke bina meri jindagi udaas hai
(without love, my life is sad)

koi nahi hai mera sirf teri aas hai
(nobody is mine, just your hope is there)

khwabo mein tu saanso mein tu roja
(you are in my dreams, you are in my breaths, o roja)

roja jaan-e-man tu hi mera dil tujh bin tarse naina
aankho mein tu hai aansoo mein tu hai
aankhe band kar lu to man mein bhi tu hai
khwabo mein tu saanso mein tu roja

SIDE B

aa aa aa aa aa aa aa aa aa
roja jaan-e-man tu dil ki dhadkan tujh bin tarse naina
(o roja, o life, you are the beating of my heart, my eyes are starving without you)

dil se na jati hai yaade tumhari kaise tum bin jeena
aankho mein tu hai aansoo-o mein tu hai
aankhe band kar lu to man mein bhi tu hai
khwabo mein tu saanso mein tu roja
roja jaan-e-man tu hi mera dil tujh bin tarse naina

la ra la la la la la la la
la ra la la la la la la la
la la la la la la la la la
la la la la la la la la la
choo ke yu chali hawa jaise chhoo gaye ho tum
phool jo khile they wo shool ban gaye hai kyo
jee raha hu isliye dil mein pyaar hai tera
zulm sah raha hu kyo intezar hai tera
tumse mile bina jaan bhi na jaayegi
qayamat se pehle saamne tu aayegi
kaha hai tu kaisi hai tu roja
roja jaan-e-man tu hi mera dil tujh bin tarse naina
aankho mein tu hai aansoo mein tu hai
aankhe band kar lu to man mein bhi tu hai
khwabo mein tu saanso mein tu roja
kaha hai tu haisi hai tu roja

thandi thandi ae hawa tera kaam kya yaha
meet nahi paas mein chandni tu laut ja
phool kyo khile ho tum julf nahi wo yaha
jhuke jhuke aasma meri hasee na udha
pyaar ke bina meri jindagi udaas hai
koi nahi hai mera sirf teri aas hai
khwabo mein tu saanso mein tu roja
roja jaan-e-man tu hi mera dil tujh bin tarse naina
aankho mein tu hai aansoo mein tu hai
aankhe band kar lu to man mein bhi tu hai
khwabo mein tu saanso mein tu roja

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back