back

film: pyaar ye jaane kaisa hai
song: Rangeela
musicdirector: a r rahman
songwriter: mehboob
singer: suresh wadekar, kavita krishnamurthy

pyaar ye jaane kaisa hai kya kahe ye kuchh aisa hai
(this love is of what a kind, what do i say, it is somewhat like this)

kabhi dard ye deta hai kabhi chain ye deta hai
(sometimes it gives pain, sometimes it gives relief)

kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai
(sometimes it gives sorrows, sometimes it gives happiness)

pyaar ye jaane kaisa hai kya kahe ye kuchh aisa hai
kabhi dard ye deta hai kabhi chain ye deta hai
kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai
pyaar ye jaane kaisa hai kya kahe ye kuchh aisa hai
kabhi dard ye deta hai kabhi chain ye deta hai
kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai

din to gujarta hai jiske khayalo mein
(in the thought of whom my day gets spent)

raate gujarti hai us ki hi yaado mein
(my nights get spent in only her memories)

waqt milan ka aaye to baago mein
(when the time of meeting comes, then in the gardens)

jhoome bhahare phoolon ki galiyo mein
(the springs swing in the labyrinth of flowers)

bhanwaro ki toli aaye
(the flock of blackbees arrive)

kaliyo pe wo mandlaye
(it flies over the flowers)

dar ye khiza ka bhi dil se mitaye
(it removes from heart the fear of even the fall)

pyaar ye jaane kaisa hai kya kahe ye kuchh aisa hai
kabhi dard ye deta hai kabhi chain ye deta hai
kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai
pyaar ye jaane kaisa hai kya kahe ye kuchh aisa hai
kabhi dard ye deta hai kabhi chain ye deta hai
kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai

ho aankho pe chhaye ye sapna ban ke to
(hey, if this love covers the eyes by becoming dream, then)

koi paraaya aaye apna ban ke
(some stranger comes becoming our very own)

chalte chalte raho ki dhoop mein
(walking, in the sunbeam of the pathways)

saathi mil jaaye koi saaya ban ke
(some companion arrives becoming shadow)

manjil aaye na aaye
(whether the destination arrives or not)

ya koi toofa aaye
(or some storm arrives)

dilwalo ko ye jeena sikhaye
(it teaches how to live to the brave hearted ones)

pyaar ye jaane kaisa hai kya kahe ye kuchh aisa hai
kabhi dard ye deta hai kabhi chain ye deta hai
kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai
pyaar ye jaane kaisa hai kya kahe ye kuchh aisa hai
kabhi dard ye deta hai kabhi chain ye deta hai
kabhi gam deta hai kabhi khushi deta hai

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back