back

film: yaaron sun lo jara
song: Rangeela
musicdirector: a r rahman
songwriter: mehboob
singer: udit narayan, chitra

ae ae ae ae ae ae ae ae ae ae
yaro sun lo jara ha apna ye kehna
(friends, just listen, what i say)

jeena ho to apun ke jaise hi jeena
(if you want to live, just live like me)

gaadi bangla nahi na sahi na sahi
(if there is no vehicle, no banglow, it does not matter)

bank balance nahi na sahi na sahi
(if there is no bank balance, it does not matter)

TV video nahi na sahi na sahi
(if there is no tv, no video player, it does not matter)

suiting shirting nahi na sahi na sahi
(if there is no costly clothes, it does not matter)

inki humko kyo ho fikar
(why should we worry about these things)

ji lo jaise mast kalandar
(live enjoying and free of burdens)

yaro sun lo jara ha apna bhi kehna
jeena ho to apun ke jaise hi jeena
gaadi bangla agar ho to kya baat hai
(what a great thing it will be if there is vehicle and banglow)

bank balance se rangeen din raat hai
(the day and night will be colorful if there is bank balance)

TV video aagr hai to kya hai majaa
(what a pleasure it will be if there is tc and video player)

dressing racing se kuchh aur hi thaath hai
(there will be just a different status if there are costly clothes)

inki kar lo kuchh to kadar
(give them some importance)

yaro thoda jaao sudhar
(friends better be in right mind)

yaro sun lo jara ha apna ye kehna
jeena ho to apun ke jaise hi jeena

humko dekho hum hai yara apni marji ke raja
(look at us, we are the king of our known decisions, o friends)

duniya bole to maja hai na kaho khud ko raja
(if world is calling you that then it is pleasurable, otherwise don't call yourself to be king)

naam apun ka munna bhai
(my name is munna brother)

hum karey wo jo dil mein samaee
(i enact what overakes my heart)

arey dhanda kiya na kiya kya fiqar
(o, if i do business or don't do it, what is there to worry)

kaun aaya gaya duniya mein kya khabar
(whoever had come and gone in this world, why should be keep ourselves informed)

is duniya se tum jo rahe bekhabar
(if you remain uninformed of this world's affairs)

kahi duniya tumhe na bhulaye
(it might so happen that the world forgets you)

yaro sun lo jara ha apna ye kehna
jeena ho to apun ke jaise hi jeena
gaadi bangla nahi na sahi na sahi
bank balance nahi na sahi na sahi
TV video nahi na sahi na sahi
suiting shirting nahi na sahi na sahi
inki kar lo kuchh to kadar
yaro thoda jaao sudhar

kal ka kya hai kisne dekha hum to aaj mein jeete hai
(what is the surity about the comnig day, who has seen it, i live in today)

jin mein himmat hai nahi wo aisi baate karte hai
(whoever don't have enough courage, they talk such things)

iski to tum baat na karna humko dada sab kehte hai
(don't talk about my courage, everybody calls me big brother)

arey shero ke jaisa hai apna jigar
(o, my liver is like that of lions)

ooncha hi raha hai sada apna sar
(my head has always remained upright)

sar se jyaada oonchi rahe ye najar
(may your eyesight remain higher than your head)

aasma phir to sar ko jhukaye
(as sky is always high enough to be above your head)

yaro sun lo jara ha apna bhi kehna
jeena ho to apun ke jaise hi jeena
gaadi bangla agar ho to kya baat hai
bank balance se rangeen din raat hai
TV video aagr hai to kya hai majaa
dressing racing se kuchh aur hi thaath hai
inki humko kyo ho fikar
ji lo jaise mast kalandar
yaro sun lo jara ha apna bhi kehna
jeena ho to apun ke jaise hi jeena

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back