back

song: ye jaati paati kaisi
film: Priyanka
musicdirector: a r rahman
songwriter: p k mishra
singer: sujata, anuradha, shweta, shradha, g v ganesh, aditya narayan

r r r r r r r r r r
r r r r r r r r
ye geet pyar ke gaaoo main kaha gaaoo kaha gaaoo kaha
(where do i sing these songs of love, where to sing)

ye swargbhoomi main paaongi kaha paaoo kaha paaoo kaha
(where do i find this land of heavens, where to find)

ye swargbhoomi main paaongi kaha paaoo kaha paaoo kaha
ye geet pyar ke gaaoo main kaha gaaoo kaha gaaoo kaha
gaaoo kaha gaaoo kaha gaaoo kaha gaaoo kaha

ye jaati paati kaisi ye jhoote bandhan kaise
(what is this cast, what are these false shackles)

hum pyaare pyaare bhole bhale khilte phool saare
(we all are lovely, innocent, blooming buds)

ye jaati paati kaisi ye jhoote bandhan kaise
hum pyaare pyaare bhole bhale khilte phool saare
neecha koi hoga na ooncha koi hoga
(nobody will be downtrodden, nobody will be higher up)

gandhi ji se nehru ji se humne suna hai
(we have heard from gandhi ji and nehru ji)

neecha koi hoga na ooncha koi hoga
gandhi ji se nehru ji se humne suna hai
ye jaati paati kaisi ye jhoote bandhan kaise
hum pyaare pyaare bhole bhale khilte phool saare

main bina padha likha raha ab to padha
(i have remained unlettered, teach me now)

main bina padha likha raha ab to padha
jhagda koi hoga na danga koi hoga
(there will not be any quarrel, there will not be any riot)

aapas mein sare hindosta mein bhai chara hoga
(there shall be brotherhood in entire india)

jhagda koi hoga na danga koi hoga
aapas mein sare hindosta mein bhai chara hoga
ye pyari dharti ye pyari dharti hai pyara desh ye shaan vishwa ki
(this lovely land, this lovely nation, this is the pride of the world)

amma suno amma amma suno amma ye janmbhoomi ye shaan vishwa ki
(o mother, listen, this land of birth is the pride of the world)

ye jaati paati kaisi ye jhoote bandhan kaise
hum pyaare pyaare bhole bhale khilte phool saare
ye jaati paati kaisi ye jhoote bandhan kaise
hum pyaare pyaare bhole bhale khilte phool saare
neecha koi hoga na ooncha koi hoga
gandhi ji se nehru ji se humne suna hai
neecha koi hoga na ooncha koi hoga
gandhi ji se nehru ji se humne suna hai
dil le le lo watan ko dil le le lo badal do
(give your heart to the nation, give your heart and change it)

ye veer bhoomi hai pyar se raho
(this is the nation of braves, live with love)

hindu muslim sikh isaaee sabhi to hai bhaee
(hindu, mohemmeden, sikh, christian, all are just brothers)

ye veer bhoomi hai pyar se raho
hindu muslim sikh isaaee sabhi to hai bhaee
dwaar khol dil ke tu band na karna dwar dil ke
(open the door of the hearts, you please don't close the door of the heart)

dwaar khol dil ke tu band na karna dwar dil ke
ye jaati paati kaisi ye jhoote bandhan kaise
ye jaati paati kaisi ye jhoote bandhan kaise
hum pyaare pyaare bhole bhale khilte phool saare

sab ka sangam hone do ye ganga jamna milne do milne do milne do milne do milne do
(let everybody mix up, let these ganges and yamuna mix, let it mix)

phoolo ko bhi khilne do man ka mandir khulne do khulne do khulne do khulne do khulne do
(let flowers also bloom, let the temple of mind open, let it open)

sab ka sangam hone do ye ganga jamna milne do
phoolo ko bhi khilne do man ka mandir khulne do
julmo ko mit jaane do khushiyo ko bhi aane do
(let the atrocities get destroyed, let the happiness also come)

man ko man se milne do azaadi ko phalne do
(let the minds match with other minds, let the independence prosper)

man ko man se milne do azaadi ko phalne do
goonje ye aawaz vishwa mein bharat mata ki jawa
(let the mature voice of mother india echo in the world)

jiyo aur jeene do sabko khoon bahana chhod do
(live and let everyone live, give up bloodshed)

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back