back

song: khili chandani
film: Priyanka
musicdirector: a r rahman
songwriter: p k mishra
singer: hariharan; harini, chorus

khili chandni hamey keh rahi gaao aaj mil ke
(the bloomed moonlightis telling us to sing today in unison)

is dil ke tumhi ho jaanam
(you are of this heart, o life)

khili poornima chali ye hawa shabnam yaha barse
(the bloomed fullmoon night, this air is breezing, dew is showering here)

is dil ke tumhi ho jaanam
gaaye mera man yu hi raat din phir bhi pyaar tarse
(my mind is singing, just like this, day and night, even than my love is starving)

aa wo hi bhoomi hai wo hi aasma apna dukh bhala kisko sunaye
(this is the same land, this is the same sky, whom do we tell our sorrows)

khili chandni hamey keh rahi gaao aaj mil ke
is dil ke tumhi ho jaanam

kabhi sukh yaha kabhi dukh yaha yehi to hai jeevan
(sometimes pleasures are here, sometimes pains are here, this is life)

dekho daal par koyal bole kaise kate yauvan
(see, the cuckoo is speaking on the branches, how the adulthood will be spent)

ye jindagi ek bojh hai tum pyaar se sanwaar do
(this life is a burden, let's adorn it with love)

ye char din ki chandni tum pyar se gujaar do
(this moonlight of four day, you spend with love)

khili chandni hamey keh rahi gaao aaj mil ke
is dil ke tumhi ho jaanam
khili poornima chali ye hawa shabnam yaha barse
is dil ke tumhi ho jaanam
gaaye mera man yu hi raat din phir bhi pyaar tarse
aa wo hi bhoomi hai wo hi aasma apna dukh bhala kisko sunaye
khili chandni hamey keh rahi gaao aaj mil ke
is dil ke tumhi ho jaanam
 

side B

aa aa aa aa aa aa aa aa aa
khili chandni hamey keh rahi gaao sakhi mil ke
(the bloomed moonlight is letting us let's sing in unison, o friend)

lehra ke madhur tum gaao
(swing and sing sweetly)

khili poornima chali ye hawa nacho sakhi mil ke
(the bloomed moonlight, this air is breezing, let's dance matching steps, o friend)

ras barse medhur tum nacho
(the juices are showering, you dance sweetly)

gaaye mera man yu hi raat din phir bhi pyaar tarse
aa wo hi bhoomi hai wo hi aasma apna dukh bhala kisko sunaye
khili chandni hamey keh rahi gaao sakhi mil ke
lehra ke madhur tum gaao

kabhi sukh yaha kabhi dukh yaha yehi to hai jeevan
dekho daal par koyal bole kaise kate bachpan
(see the cuckoo is speaking on the branches, how the childhood will be spent)

ye bhoomi hi swarg hai tum pyaar se sanwaar lo
(this land is the paradise, you adorn with love)

ye char din ki chandni hum pyar se gujaar le
(this moonlight of four days, let's spend with love)

khili chandni hamey keh rahi gaao sakhi mil ke
lehra ke madhur tum gaao
khili poornima chali ye hawa nacho sakhi mil ke
ras barse medhur tum nacho

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back