back

song: koi yahan bhanumati, koi yahan rupmati
film: Priyanka
musicdirector: a r rahman
songwriter: p k mishra
singer: udit narayan, mano, chorus; s p balasubrahmanyam, mano, chorus

madhubala bolo na
(o madhubala!, please speak)

koi aaya kaun aaya
(someone has come, who has come)

pardeshi kaisa hai wo
(stranger, how does he look)

dilwala dekhe jara
(courageous, let's see)

gora kala
(fair complexioned, black)

nahi hai
(no, he is)

waha kaha
(there, where)

pyaara dikha
(lovely, show me)

dil
(heart)

ae koi yaha bhanumati koi yaha roopmati tu hi bata kaun meri dilruba
(someone over here is bhanumati, someone over here is roopmati, just you tell me who is my lover)

ae koi yaha phoolwati koi yaha urvashi tu hi bata kaun meri dilruba
(someone over here is phoolmati, someone over here is urvashi, just you tell me who is my lover)

jo hai madhuri yaha wo hi teri dilruba
(whoever is madhuri over here, she is your lover)

jo hai madhuri yaha wo hi teri dilruba
pyaare pyaare chehre hain pyaara pyaara hai ye sama
(lovely faces are here, the environment is lovely)

udh gaya hosh mera jaane mujhe ye kya hua
(my sense have gone to winds, i don't know what is this happening to me)

madhuban mein ras chhalke dhak dhak mera dil dhadke
(the juices are overflowing in the garden, my heart is beating)

ae koi yaha bhanumati koi yaha roopmati tu hi bata kaun meri dilruba
ae koi yaha phoolwati koi yaha urvashi tu hi bata kaun meri dilruba

babloo bol teri shridevi kaisi hai
(o babloo!, tell me how is your shridevi)

kabhi sudhregi nahi jaisi thi vaisi hai
(she will never get improve, as she was before, even now she is like that)

bulbul kaisi hai re aeyo mirchi jaisi hai re
(how is that cuckoo, oh, she is like bitter like chilly)

bewafa se o bhaiya toone kyo dil lagaya
(why did you fell in love with someone non faithful)

meethi nazro se mujhe phansaya phansaya
(she had trapped me with her sweet eyesights)

raja tera haal kya hai rani ji ka haal kya hai
(raja! how are you, how is your lady)

das mahine mein mujhe baap banaya
(she made me father of a child within ten months)

ae koi yaha bhanumati koi yaha roopmati tu hi bata kaun meri dilruba
ae koi yaha phoolwati koi yaha urvashi tu hi bata kaun meri dilruba

bichhde meet mile nachenge nachenge
(separated lovers have met again, we shall dance)

pyaar ke geet chalo gayenge gayenge
(the songs of love, come we shall sing)

pyaar karti thi hamein munni ki maa kaha hai
(she used to love me, where is that mother of munni)

tu bhi marta tha kabhi wo teri jaa kaha hai
(you also were ready to die for her, where is that life of yours)

ik din ho gayee wo allah ko pyaari hai
(one day, she has departed to her heavenly abode)

chhod duniya ki baate meri muniya kaha hai
(leave these talks about the world, where is my muniya)

wo teri menka to ho gayee jawa
(that menka has become adult)

ae koi yaha bhanumati koi yaha roopmati tu hi bata kaun meri dilruba
ae koi yaha phoolwati koi yaha urvashi tu hi bata kaun meri dilruba
jo hai madhuri yaha wo hi teri dilruba
jo hai madhuri yaha wo hi teri dilruba
pyaare pyaare chehre hain pyaara pyaara hai ye sama
udh gaya hosh mera jaane mujhe ye kya hua
madhuban mein ras chhalke dhak dhak mera dil dhadke
ae koi yaha bhanumati koi yaha roopmati tu hi bata kaun meri dilruba
ae koi yaha phoolwati koi yaha urvashi tu hi bata kaun meri dilruba

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back