back

song: allay allay
film: One 2 ka 4
musicdirector: a r rahman
songwriter: majrooh sultanpuri
singer: sukhvindara singh, shaan

aley aley allay, aley aley allay, aley aley allay, aley aley allay
lapu lapu jhanna, baaje re jamoora
chalo chalo nachein, sakura sakoora
aley aley allay, aley aley allay, aley aley allay, aley aley allay,

machal jaane ka din hai, phisal jaane ka din hai
(this is the day of insisting, this is the day of getting carried away)

ke masti mein bahut aage nikal jaane ka din hai
(this is the day of going far away in enjoyment)

machal jaane ka din hai, phisal jaane ka din hai
ke masti mein bahut aage nikal jaane ka din hai
aley aley allay, aley aley allay, aley aley allay, aley aley allay,



tera janam din aur saara ye jahaan
(your birthday and this entire world)

jaha dekhiye, hai gazab ka samaa
(wherever you look at, there is amzing sight)

dil kahe mera, meri umar bhi tum le ke jiyo mere yaar
(my heart says that you live taking my remaining age also, o my friend)

kush main bhi huun, par sun mere yaar
(i am also happy, but listen, o my friend)

mere jeene mein hai tere dam se bahaar
(there is spring season in my life, just because of you)

kush main bhi huun, par sun mere yaar
mere jeene mein hai tere dam se bahaar

meri nazron mein to hai chhaaya huaa, teri dosti ka khumaar
(my eyes are full of the intoxication of your friendship)

machal jaane ka din hai, phisal jaane ka din hai
ke masti mein bahut aage nikal jaane ka din hai
hu hu hu hu hu hu hu hu hu hu hu hu

main tere bin reh na paaoon, tu mere bin reh naa paaye
(i can not stay away from you, you can't stay away far from me)

phir mere hi apnon se kyon ghabraaye
(then why are you wary of the ones who are my own people)

dosti to hai jaan se pyaari
(this friendship is even dear to me than my life)

par miya teri fauz hai bhaari
(but, o man, this army of yours is a little too much)

ab na ruke, chhuk chuuk rail, chalo bombay
(let our train not stop any more, let's go to bombay)

ye haal hai dekho shaqal meri
(this is the condition, see on my face)

badi khatarnaak railgaadi hai teri
(your train is quite dangerous)

is gaadi ke sang nikal chalein, in baadalon ke paar
(alongwith this train, let's escape to beyond these clouds)

aley aley allay, aley aley allay, aley aley allay, aley aley allay,



paas door dekhoon jo kahi se
(whether i look a things which are near, or the things which are far away)

aaj meri duniya hai waheen se
(today, my life is starting from that place)

nanhey munney in phoolon se gulzaar
(adorned with these little tiny flowers)

aaj ye tere jalwe saarey, lag rahey hain mujhko bhi pyare
(today i am also finding all these styles of yours quite lovely)

ab na ruke chhuk chuuk rail chalo bombay



yehi nanhey munne, aur yaara tera sang
(these little, tiny kids, and this companionship of yours, o friend)

isi rang se hai, meri zindagi mein rang
(arising from this color are all the colors of my life)

yehi pyari pyari saari baatein teri
(all these lovely talks of yours)

mujhe yaad rahengi mere yaar
(will be remembered by me)

aley aley allay, aley aley allay, aley aley allay, aley aley allay,

machal jaane ka din hai, phisal jaane ka din hai
ke masti mein bahut aage nikal jaane ka din hai
machal jaane ka din hai, phisal jaane ka din hai
ke masti mein bahut aage nikal jaane ka din hai
machal jaane ka din hai, phisal jaane ka din hai
ke masti mein bahut aage nikal jaane ka din hai
machal jaane ka din hai, phisal jaane ka din hai
ke masti mein bahut aage nikal jaane ka din hai


version: 1.00
last updated: 04/01/2001
presented by: vulcan

back