back

song: i am sorry
film: One 2 ka 4
musicdirector: a r rahman
songwriter: majrooh sultanpuri
singer: udit narayan, srinivas, poonam bhatia

i am sorry, mere pyaare, jaane do
(i am sorry, my dear, let it pass)

hota hai, chhodo bhi, jaane do
(it happens, let go of it, let it pass)

haee, haee, haee, haee, haee, haee, haee, haee
haee, haee, haee, haee, haee, haee, haee, haee
haee, haee, haee, haee, haee, haee, haee, haee

i am sorry, o sorry, jaane do
hota hai, chhodo bhi, jaane do

i am sorry, o sorry, jaane do
hota hai, chhodo bhi, jaane do


ho gayi galati, chhodo bhi yaaron
(a mistake has occurred, let go of it, o friends)

jeebh nikaalo pyaaron
(put you toungue out of your mouth, o dear)

neemboo namak chatkaaro
(and lick lemon and salt)

ho gayi galati, chhodo bhi yaaron


i am sorry, o sorry, jaane do
hota hai, chhodo bhi, jaane do


i am sorry, mere pyarey sorry, jaane do
hota hai, chhodo bhi, jaane do


dekho re dekho, hai koi gadbad, nain hamarey phadake
(see, something is wrong, my eyes are giving signal)


jaane kyon dil dhadake
(i don't know why my heart is beating abnormally)

sher aaya, sher aaya, sher aaya, sher aaya, bhago re
(a lion is loose, run away)

sar neechey pair oopar bhago re
(keep your head on the floor and feet above, but do run away)



chhota sa ye ghar to mahal hai kal ka
(this humble abode is quite a palace of tomorrow)

dekho kaisa rang pade chhalka
(see, what colors are spilling)

dekho kaisa rang pade chhalka
ye sapna sachchaa ho jaane do
(let this dream come true)

hans khel ke, hil mil ke, jaane do
(laughing and playing together)

ye sapna sachchaa ho jaane do
hans khel ke, hil mil ke, jaane do

i am sorry, o sorry, jaane do
hota hai, chhodo bhi, jaane do


i am sorry, o sorry, jaane do
hota hai, chhodo bhi, jaane do


haaey mujhe yaad aaye kisi ki ye baat
(oh, i am recalling someone's quote)


chhotey bade dil, hil mil ke kar jaayen kaam
(young ones and grown ups, together can get tasks done)

aisa kaam ki jag mein ho jaaye naam
(such a task that they earn fame in the world)

koi jo rah jaaye, zaldi se mil jaaye
(if someone lags, he should quickly join others)

ye na ho ke peechhe pachhtaaye
(it should not happen that he repents later on)

jaane bhi do, jaane bhi do, jaane bhi do
(let it pass)



that's ok, that's ok, jaane do
hota hai, chhodo bhi, jaane do

i am sorry, baba sorry, jaane do
hota hai, chhodo bhi, jaane do

that's ok, that's ok, jaane do
hota hai, chhodo bhi, jaane do

version: 1.00
last updated: 04/01/2001
presented by: vulcan

back