back

courtesy: Ravikiran Apte [email protected]
As the cassette has not been distributed all over India and I could not listen to it till now. He got the cassette and sent the english transliterations of the lyrics to me so that i could put it here. But for his help and efforts, you would not have found these here.

song: rangeela rangeela
film: muthu maharaja
music: a r rahman
lyrics: p k mishra
singers: mano(m), sujata(s)

m- rangeela rangeela, ang ang hai rangeela
(every limb of yours is colourful)

dhak dhak dil na dhadkana
(don't make my heart beat)

raseela raseela, ang ang hai raseela
(every limb of yours is stylish)

dil deke dil na tarsaana
(after giving your heart to me, don't make my heart crave)

mere dil ki maina mujhko karke deewana
(o the bird in my heart, after making me mad after you)

dhak dhak dil na dhadkana
jaan bhi meri hai teri

(my life is all yours)

yeh shaan bhi meri hai teri
(this status of mine is all yours)

chahe jo bhi ho na chhodoo.nga daaman, o jaana!
(come what may, I shall nove let go of your scarf, O life)

rangeela rangeela
s- yeh rang hai rangeela, dil deke dil na tarsaana
m- mere dil ki maina
s- tu kar ke deewana, dhak dhak dil na dhadkana



s- sun mere pyaare mohan main teri pyaasi
(listen, O my dear mohan!, I am thirsty of you)

mujh ko banaa le apni charano.n ki daasi
(make me a slave in your feet)

m- akhiyo.n me rehati hai.n yeh akhiyaa.n tumhaari
(your eyes live in my eyes)

duniya mein tere jaisi koi na pyari
(there is no one else as loveable in the entire world as you are)

s- tere dil ke aa.ngan mein rahata hai mera man
(my mind resides in the quadrangle of your heart)

m- tere hi khayalo.n mein rahata hai mera man
(my mind remains lost in thoughts of yours)

s- pyaari pyaari baho.n mein chhupta hai mera man
(my mind gets hidden in the lovely arms of yours)

m- dooba hua hai hardam tujh me hi mera man
(my mind is drowned in you every moment)

s- teri panaaho.n mein rehata hai mera man
(my mind remains in the shelter of yours)

m- rangeela rangeela
s- yeh rang hai rangeela, dil deke dil na tarsaana
m- mere dil ki maina
s- tu kar ke deewana, dhak dhak dil na dhadkana
m- jaan bhi meri hai teri, yeh shaan bhi meri hai teri
s- chahe jo bhi ho na chhodoo.ngi daaman, o jaana!



m- gore gore chehare hazaro.n yaha.n hai
(there are a thousand fair-complexioned faces here)

saa.nwre se kaise toone akhiyaa.n ladaaee.n
(why did you locked the eyes with a dark person)

s- tera pyar bhaaya mujhko, mere sa.nwariya
(i liked your love, o my lover!)

isi liye tumse maine akhiyaa.n ladaee.n
(that's why I locked eyes with you)

m- madira bina aa.nkhe.n kyo.n laal hoti hai.n
(why does your eyes go scarlet without beverage)

s- meh.ndi bina hatheli kyo.n laal hoti hai
(why does your palms go scarlet without henna)

m- matwaali yeh aa.nkhe.n madhosh karti hai.n
(these intoxicated eyes make me intoxicated)

s- tere bina jeena bhi dushwar hota hai
(it is becoming difficult to live without you)

m- jab jab dekhu.n tumhe, bahut pyaar hota hai
(whenever I see you, I feel lot of love)

m- rangeela rangeela, ang ang hai rangeela, dhak dhak dil na dhadkana
raseela raseela, ang ang hai raseela, dil deke dil na tarsaana
mere dil ki maina, mujhko karke deewana, dhak dhak dil na dhadkana
jaan bhi meri hai teri, yeh shaan bhi meri hai teri
chahe jo bhi ho na chhodoo.nga daaman o jaana
rangeela rangeela
s- yeh rang hai rangeela, dil deke dil na tarsaana
m- mere dil ki maina
s- tu karke deewana, dhak dhak dil na dhadkana
dhak dhak dil na dhadkana
dhak dhak dil na dhadkana

version: 1.00
last updated: 05/04/2001
webmasters: Ambrish L Acharya , Gopal 'Gops' Srinivasan , V S Rawat

back