back

song: ek ladki thi
film: love_you_hamesha
musicdirector: a r rahman
songwriter: anand bakshi
singer: kavita krishnamurthy

ek ladki thi, kitni sharmeeli
(i was a girl, so very shy)

ho gayi re main kaisi rangeeli
(now i have become so much colourful)

ek ladki thi, kitni sharmeeli
ho gayi re main kaisi rangeeli

naagin ban ke mujhse lipat gayi, meri chunariya peeli peeli
(my yellow scarf has become a snake and has got wrapped around me)

naagin ban ke mujhse lipat gayi
meri chunariya peeli peeli
ek ladki thi, kitni sharmeeli
ho gayi re main kaisi rangeeli



mere bachpan, chhod de baeeyaan
(o my childhood! let go of my arm)

mera yauvan, mera saeeyaan
(my adulthood i smy lover)

haath main uske haath mein de doon
(i wish to give my hand in his hand)

aagey jeevan bhool bhulaiyaan
(after that life may become any labyrinth)

dil ki galiyon mein aaye banjaare
(gypsies have arrived in the lanes of heart)

bech rahe wo sapne kunware
(they are selling untouched dreams)

chhedi kisne bansi pe dhun sureeli
(who has played such a sweet tune on flute)


ek ladki thi, kitni sharmeeli
ho gayi re main kaisi rangeeli

chhan chhan
(jingle, jingle)

choodiyaan haathon mein khan khan
(bangles jingle in the hands)

paayalein raaton mein chan chan
(silver ornaments worn in feet jingle during the nights)

jal gayi re barsaaton mein
(i got burnt during rains)

aa gayi dil ki baaton mein
(i got carried away by the prompting of my heart)

choodiyaan haathon mein khan khan
paayalein raaton mein chan chan
jal gayi re barsaaton mein
aa gayi dil ki baaton mein



ha

naam ka saawan boond boond barse
(the rains are dripping drop by drop, just for namesake)

patjhad jaisa ye man tarse
(my mind longs like the autumn defoliation)

kaisi badan mein aag lagi ye
(what is this fire erupted in my body)

main to aa gayi baahar ghar se
(i came out of my home)

kaare badra tu mujhko bhigo de
(o dark cloud, you drench me)

doob jaaon main mujhko dubo de
(i wish do get drowned, make me drown)

kaisi pyaari rut hai ye meethi sureeli
(what a lovely season this is, sweet and melodious)

ek ladki thi, kitni sharmeeli
ho gayi re main kaisi rangeeli
ek ladki thi, kitni sharmeeli
ho gayi re main kaisi rangeeli
naagin ban ke mujhse lipat gayi
meri chunariya peeli peeli
naagin ban ke mujhse lipat gayi
meri chunariya peeli peeli
ek ladki thi, kaisi sharmeeli
ho gayi re main kaisi rangeeli

chhan chhan
choodiyaan haathon mein khan khan
paayalein raaton mein chan chan
jal gayi re barsaaton mein
aa gayi dil ki baaton mein
choodiyaan haathon mein khan khan
paayalein raaton mein chan chan
jal gayi re barsaaton mein
aa gayi dil ki baaton mein
choodiyaan haathon mein khan khan
paayalein raaton mein chan chan
jal gayi re barsaaton mein
aa gayi dil ki baaton mein

version: 1.00
last updated: 26/01/2001
presented by: vulcan

back