back

song: yaar teri bewafai
film: love_you_hamesha
musicdirector: a r rahman
songwriter: anand bakshi
singer: mahalaxmi iyer

yaar teri bewafaaee ka humko jara sa gam nahin
(o friend! i am not at all sad about your infidelity)

yahan tere se haseen, tere se jawaan, kam nahin
(here, there is no dearth of persons who are more handsome than you, more youthful than you)

tu nahin mila, koi aur mil gaya
(you did not become mine, somebody else became)

dil nahin khila, par dard khil gaya
(the heart did not blossom, but pain got blossomed)

aur kuchh bhi sochte hain hum nahin
(i don't think about anything else)



yaar teri bewafaaee ka humko jara sa gam nahin
yahan tere se haseen, tere se jawaan, kam nahin
tu nahin mila, koi aur mil gaya
dil nahin khila, par dard khil gaya
tu hai anjaan, hum anjaan nahin
(you are ignorant, i am not ignorant)

ha ha ha ha ha
ha ha ha ha ha
ha ha ha ha ha
ha ha ha ha ha
ha ha ha ha ha

tujhko mubarak ho ye naya naya pyaar tera
(may your new novel lovel love be auspicious for you)

in se milo, ye mere naye dildaar
(meet this person, he is my new lover)

tujhko mubarak ho ye naya naya pyaar tera
in se milo, ye mere naye dildaar

shikwa karein na shikayat karein
(let us not complaint)

chalo hum apni apni mohabbat karein
(let's get on in loving our respective lovers)

wo hi samaan par wo mausam nahin
(it is that same environment, but not that weather)

ab wo tum nahin, ab wo hum nahin
(now, you are not your earlier self, now, i am not my earlier self)



yaar teri bewafaaee ka humko jara sa gam nahin
yahan tere se haseen, tere se jawaan, kam nahin
tu nahin mila, koi aur mil gaya
dil nahin khila, par dard khil gaya
pyaar shola hi hai shabnam nahin
(love is indeed fire, not dewdrops)



humne bhi tod diya, kasmon ko vaadon ko
(i also have snapped the bonds of promises and commitments)

bhool gaye hum bhi, teri sab yaadon ko
(i have also forgotten all the memories of yours)

humne bhi tod diya, kasmon ko vaadon ko
bhool gaye hum bhi, teri sab yaadon ko

toone ye dil aise tod diya
(you broke this heart lust like that)

lekin humne bhi haath tera chhod diya
(but, i have also let go of your hand)

tu hai udaas, pareshaan hum nahin
(you may be sad, but i am least worried)

tere jaise anjaan, naadaan hum nahin
(i am not ignorant, childish, like you are)



yaar teri bewafaaee ka humko jara sa gam nahin
yahan tere se haseen, tere se jawaan, kam nahin
tu nahin mila, koi aur mil gaya
dil nahin khila, par dard khil gaya
pyaar shola hi hai shabnam nahin

version: 1.00
last updated: 26/01/2001
presented by: vulcan

back