back

song: na ho kal
film: Love Birds
musicdirector: a r rahman
songwriter: p k mishra
singer: s p balasubrahmanyam, sujatha

na ho kal jab sari duniya bolo phir kya karogi
(if this entire world is not there tomorrow, tell me what will you do)

na ho kal jab sari duniya bolo phir kya karogi
in aankho se tab dekhenge neele ambar ko hum bhi
(with these eyes, then we shall also see this blue sky)

choomenge hum is dharti ko pyaar se rukhsat le lenge
(we shall kiss this land, and shall ask its leave with love)

phir seene pe tere sar rakh denge teri umar ki dua mangenge
(after that, i will keep my head on your chest, and will pray for your long life)

na ho kal jab sari duniya bolo phir kya karogi

ujadne lagegi ujadne lagegi kal jab duniya bolo phir kya karoge
(when this world will begin to get deserted, tell me what will you do)

ek ek pal hai sau jivan sa tu jo saath hai mere
(evry single moment is worth a hundred lives, if you are with me)

hai do din apni par ek jaa hum maut bhi mar jaaye hum pe
(this world is ours for just two days, but we are one sould, death itself will also die on us)

mangoo khuda se tujhko hi main saare jaha ko bhula ke
(i will seek only you from God, having forgotten the entire world)

na ho kal jab sari duniya bolo phir kya karogi
na ho kal jab sari duniya bolo phir kya karogi
in aankho se tab dekhenge neele ambar ko hum bhi
choomenge hum is dharti ko pyaar se rukhsat le lenge
phir seene pe tere sar rakh denge teri umar ki dua mangenge
na ho kal jab sari duniya bolo phir kya karogi

chahat jab tak hai duniya mein duniya nahi mitegi
(as long as love is there in the world, the world will not get distroyed)

kante chahe kitne bhi ho kaliya khilti rahengi
(howmanyever thornes might be there, but buds wil keep on blooming)

lakho toofa aaye chahe kaarvan chalta rahega
(let millions of storms arrive, the caravan will proceed)

mitti ka ye jism marega pyar to jinda rahega
(the body made of soil will get distroyed, but love will live)

na ho kal jab sari duniya bolo phir kya karogi
na ho kal jab sari duniya bolo phir kya karogi
rahe na rahe hum is duniya mein yado mein teri rahenge
door se hi hum us duniya mein tujhko dekha karenge
jeeti rahe tu utne dino tak jitne ambar pe taare
na ho kal jab sari duniya bolo phir kya karogi

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back