back

song: mil gayee mil gayee wo manjilen
film: Kabhi Na Kabhi
musicdirector: a r rahman
songwriter: javed akhtar
singer: kumar sanu, alka yagnik

la l la
mil gayee mil gayee wo manjile
(i have found, i have found those destinations)

mil gayee mil gayee wo manjile
jinhe paane ko tha ye dil paagal
(the place that this heart was mad to get)

jinhe paane ko tha ye dil chanchal
(the place that this heart was frivolous to get)

jinhe paane ko thi saari hulchal
(the place all this movement was there to get)

mil gayee mil gayee wo manjile
mil gayee mil gayee wo manjile
jinhe paane ko tha ye dil paagal
jinhe paane ko tha ye dil chanchal
jinhe paane ko tha ye dil ghayal
(the place that this heart was hurt to get)

jinhe paane ko thi saari hulchal

naee naee rut aayee hai naye naye mausam hain
(novel season has come, these are novel seasons)

naee naee chahat apni naye naye se hum hain
(our affection is quite novel, we ourselves are quite novel)

naee naee rut aayee hai naye naye mausam hain
naee naee chahat apni naye naye se hum hain
naee naee ummeedey hain naee naee aashaey hain
(there are novel expectations, there are novel desires)

naye naye sapne maange naee naee duniyaae
(these new worlds are asking for novel dreams)

naee naee rahey humko paas unke le jaaye
(these novel roads take us to him)

jinhe paane ko tha ye dil paagal
jinhe paane ko tha ye dil chanchal
jinhe paane ko tha ye dil ghayal
jinhe paane ko thi saari hulchal

mil gayee mil gayee wo manjile
mil gayee mil gayee wo manjile
jinhe paane ko tha ye dil paagal
jinhe paane ko tha ye dil chanchal
jinhe paane ko tha ye dil ghayal
jinhe paane ko thi saari hulchal

jhuki jhuki palke hai kyo baat ek chhupani hai
(why are you eyelids stooped, because i have to hide something)

ruki ruki saanse hai kyo raah anjaani hai
(why are you breaths almost stopped, because the roads are strange)

jhuki jhuki palke hai kyo baat ek chhupani hai
ruki ruki saanse hai kyo raah anjaani hai
khoye khoye ham tum dono jaane kaha aa gaye
(somewhat lost both of us, i don't know where we have reached)

soye soye armaa jaage humey bhi jagaa gaye
(the desires which were asleep have woken up themselves and have woken up us also)

chaltey chaltey hum do rahi manjile wo paa gaye
(after walking, we, the two travellers, have found that destination)

jinhe paane ko tha ye dil paagal
jinhe paane ko tha ye dil chanchal
jinhe paane ko tha ye dil ghayal
jinhe paane ko thi saari hulchal
mil gayee mil gayee wo manjile
mil gayee mil gayee wo manjile
jinhe paane ko tha ye dil paagal
jinhe paane ko tha ye dil chanchal
jinhe paane ko tha ye dil ghayal
jinhe paane ko thi saari hulchal

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back