back

song: mustafa mustafa
film: Duniya Dilwalon Ki
musicdirector: a r rahman
songwriter: p k mishra, mehboob
singer: a r rahman

u u u ye friendship
u u u ye friendship
friendship is what will looking for
mustafa mustafa, don't worry mustafa, hum hai tumhare mustafa
(mustafa, don't worry mustafa, we are yours, mustafa)

mustafa mustafa, don't worry mustafa, hum hai tumhare mustafa
day by day badhta hai dil dil se mil jaata hai
(day by day, it grows, after heart meets other heart)

jaadu hai aisa friendship ka
(it is such a miracle of friendship)

mustafa mustafa don't worry mustafa hum hai tumhare mustafa
u u u ye friendship
u u u ye friendship

aankho ki raho se, dil pe chha jatey hai
(through the way of eyes, they take over the heart)

apne ban jaate hai, jo dil hai anjaane
(they become very own, all those hearts who are strangers)

schoolo mein yaari hai, college mein yaari hai
(there is friendship in schools, there is friendship in colleges)

ye jindagi hai yaari, sun le deewane
(this life is a friendship, listen, o insane)

milna milana hai, masti lutana hai
(we have just to meet, we have just to spread enjoyment)

yaari ke aage kya hi, chandi sona hai
(in front of friendship, what is the worth of silver and gold)

khushiyon ke saagar mein, yaari ki kashti hai
(in the ocean of happiness, there is a boat of love)

na hai kinara, yaara badhte jaana hai
(there is no shore, friends, we have just to proceed ahead)

mustafa mustafa, don't worry mustafa, hum hai tumhare mustafa
day by day badhta hai, dil dil se mil jaata hai
jaadu hai aisa friendship ka

ye aasma hai kya, ek panchhi ke aage
(this sky poses no restriction in front of a bird)

sagar ye kya hai yara, machhli ke aage
(this sea poses no restriction in front of a bird)

tu bas hanste hi ja, har pal muskate ja
(you just keep on laughing, everymoment you keep on smiling)

phir gam ki hasti kya yaara, tere aage
(then what is the position of sorrows in front of you, o friend)

jeevan to gaadi hai, isko to chalna hai
(life is like a train, it has to move)

raho mein station to, aate hai jaate hai
(in between stations arrive and get left behind)

gam tera station hai, isko to jana hai
(sorrow is your station, it has to get left behind)

chalta ja khushiyo ka bhi, station aana hai
(keep moving, staion of happiness is to arrive)

mustafa mustafa, don't worry mustafa, hum hai tumhare mustafa
day by day badhta hai, dil dil se mil jaata hai
jaadu hai aisa friendship ka
jaadu hai aisa friendship ka
mustafa mustafa, don't worry mustafa, hum hai tumhare mustafa
day by day badhta hai, dil dil se mil jaata hai
jaadu hai aisa friendship ka
jaadu hai aisa friendship ka

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back