back

song: jhoola bahon ka
film: Doli Saja Ke Rakhna
musicdirector: a r rahman
songwriter: mehboob
singer: sadhana sargam, sreenivas; sadhana sargam, others

jhoola baho ka aaj bhi do na mujhe
(today also, make me swing in your arms)

jhoola baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god mein uthaao na aaj mujhe
(brother, today pick me up in your lap)

kad se hu badi man se chhoti main aaj bhi, maan lo zid meri

(i have gained height, but in my mind, even now also, i am a little girl, please concede to my insistance)

jhoola baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god mein uthaao na aaj mujhe
kad se hu badi man se chhoti
main aaj bhi maan lo zid meri
jhoola jhoola jhoola jhoola

tu khushi tu karaar tu bahaar hai
(you are happiness, you are relief, you are the season of spring)

dum se tere hi to ghar pe nikhar hai
(only due to you, there is shine on the house)

tu khushi tu karaar tu bahaar hai
dum se tere hi to ghar pe nikhar hai

main shor sharaba dhoom karoongi thumak thumak nachoongi
(i will create noise, and will dance in steps)

chanchal koyal ke jaise main to chahek chahek jaoongi
(just like the mischievious cuckoo, i will sing)

sare rang dhanak ke main chura loongi
(all the colors of rainbow, i will steal)

ho sare rang dhanek ke main chura loongi
ho taare falak ke tod laoongi
(i shall break down the stars from the sky and bring here)

chhup chhup meri hansi na urhana
(don't hide around to make a mockery of me)

jhoola baho ka aaj bhi
jhoola jhoola jhoola jhoola
jhoola baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god mein uthaao na aaj mujhe
kad se hu badi man se chhoti
main aaj bhi maan lo zid meri
jhoola baho ka aaj bhi do na mujhe
tu khushi tu karaar tu bahaar hai
dum se tere hi to ghar pe nikhar hai

ik nahi do nahi teen hain bhai
(not one, not two, three brothers i have)

teeno jaise mere sipahi
(all three are like guards of mine)

meri shararat meri tabahi, bacha le khuda
(my michief, the chaos caused by me, save us o god!)

lekin inka gussa aisa, gad gad garje baadal jaisa
(but there anger is like the clouds are thundering)

phir barsaye pyar bhi vaisa, o mere khuda
(and after that they shower love on me like clouds give water, o my god)

moti hu main in ankhon ka, phool hu inke baag ka
(i am the people of their eyes, i am the flower of their garden)

jhoola baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god mein uthaao na aaj mujhe
kad se hu badi man se chhoti
main aaj bhi maan lo zid meri
jhoola baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god mein uthaao na aaj mujhe
tu khushi tu karaar tu bahaar hai
dum se tere hi to ghar pe nikhar hai
tu khushi tu karaar tu bahaar hai
dum se tere hi to ghar pe nikhar hai

back

Part 2

jhoola baho ka aaj bhi do na mujhe
jhoola baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god mein uthaao na aaj mujhe
kad se hu badi man se chhoti main aaj bhi maan lo

tu khushi tu karaar tu bahaar hai
rang se tere hi to ghar pe nikhar hai
tu khushi tu karaar tu bahaar hai
rang se tere hi to ghar pe nikhar hai

jhoola baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god mein uthaao na aaj mujhe
kad se hu badi man se chhoti
main aaj bhi maan lo zid meri
jhoola baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god mein uthaao na aaj mujhe
kad se hu badi man se chhoti
main aaj bhi maan lo zid meri
jhoola jhoola jhoola jhoola

main shor sharaba dhoom karoongi thumak thumak nachoongi
chanchal koyal ke jaise main to chahek chahek jaoongi
sare rang dhanek ke main chura loongi
ho sare rang dhanek ke main chura loongi
ho taare falak ke tod laoongi
chhup chhup ke meri hansi na urhana

jhoola baho ka aaj bhi
jhoola jhoola jhoola jhoola
jhoola baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god mein uthaao na aaj mujhe
kad se hu badi man se chhoti
main aaj bhi maan lo zid meri
jhoola baho ka aaj bhi do na mujhe
tu khushi tu karaar tu bahaar hai
rang se tere hi to ghar pe nikhar hai

ik nahi do nahi teen hain bhai
teeno jaise mere sipahi
meri shararat meri tabahi bacha le khuda
lekin inka gussa aisa gad gad garje baadal jaisa
phir barsaye pyar bhi vaisa o mere khuda
moti hu main in ankhon ka phool hu inke baag ka
jhoola baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god mein uthaao na aaj mujhe
kad se hu badi man se chhoti
main aaj bhi maan lo zid meri
jhoola baho ka aaj bhi do na mujhe
bhaiya god mein uthaao na aaj mujhe
tu khushi tu karaar tu bahaar hai
rang se tere hi to ghar pe nikhar hai
tu khushi tu karaar tu bahaar hai
rang se tere hi to ghar pe nikhar hai

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back