back

song: kissa hum likhenge
film: Doli Saja Ke Rakhna
musicdirector: a r rahman
songwriter: mehboob
singer: m g sreekumar, anuradha paudwal

o kissa hum likhenge dil-e-bekarar ka
(we shall write a tale of restless heart)

khat mein saja ke phool hum pyaar ka
(flower of love adorn in a letter)

lafzo mein likh denge apna ye haal-e-dil
(we shall narrate in words the entire state of our heart)

dekhenge kya jawab aata hai phir yaar ka
(we shall see what reply we beget from the friend)

kissa hum likhenge dil-e-bekarar ka
khat mein saja ke phool hum pyaar ka
lafzo mein likh denge apna ye haal-e-dil
dekhenge kya jawab aata hai phir yaar ka
kissa hum likhenge dil-e-bekarar ka
khat mein saja ke phool hum pyaar ka

dil ka deewanapan, kehta hai ye ye sajan
(the madness of heart says that, o lover,)

kadmo mein aapke luta du apni jaa
(i will spend my soul in your feet)

jaan hamari ho, jaa se bhi pyari ho
(you are my life, you are beloved to me more than my own life)

aapke pyar ki to dil mein hai jagah
(the proper place for you love is in my heart, not in the feet)

dil mein hi basa ke rakhna tum sada
(please always keep me in your heart)

hum to na chhodenge ye saath kabhi dildar ka
(i will never give up the nearness of one who stays in my heart)

kissa hum likhenge dil-e-bekarar ka
khat mein saja ke phool hum pyaar ka
lafzo mein likh denge apna ye haal-e-dil
dekhenge kya jawab aata hai phir yaar ka
kissa hum likhenge dil-e-bekarar ka
khat mein saja ke phool hum pyaar ka

chanda sa chera jab, yaad aata hai jab
(the face that is like moon, when i remember)

din mein bhi chha jata hai raat ka sama
(even in broad daylight, the environment of night falls)

ratey behaal hain sona muhaal hai
(the nights are in poor condition, it is impossible to sleep)

aankho mein aap hain ji neende hain kaha
(you are in the eyes, where is the place for sleep)

meri bhi nigaho ka ab sun le sawaal
(also listen to the query of my eyes)

poochhti hain kab aayega phir mauka tere deedar ka
(these asks when will the chance of seeing you come again)

kissa hum likhenge dil-e-bekarar ka
khat mein saja ke phool hum pyaar ka
lafzo mein likh denge apna ye haal-e-dil
dekhenge kya jawab aata hai phir yaar ka
kissa hum likhenge dil-e-bekarar ka
khat mein saja ke phool hum pyaar ka
o

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back