back

song: dil se re
film: Dil Se
musicdirector: a r rahman
songwriter: gulzar
singer: a r rahman, harmony, anuradha, anupama

ik suraj nikla tha
(a sun had arisen)

kuchh paara pighla tha
(a little of murcury had molten)

ik aandhi aaee thi
(a storm had broken out)

jab dil se aah nikli thi
(when a cry of pain came out from the heart)

dil se re

dil se re dil se re
dil se re dil se re
dil se re

dil to akhir dil hai na meethi si mushkil hai na
(heart is after all a heart a sweet nuisance)

piya piya piya piya piya na piya jiya jiya jiya na jiya
(my lover my heart)

dil se re

do patte patjhad ke
(two leaves during fall season)

pedo se utre the
(stepped down from the trees = fallen)

pedo ki shaakho se utre the
(stepped down from the branches of the trees)

phir utne mausam guzre
(thenafter so many seasons have gone by)

wo patte do bechaare
(those two helpless leaves)

phir ugne ki chaahat mein
(nurturing a longing to grow up again)

woh sahraao se guzre
(they crossed over (several) deserts)

wo patte dil dil dil the, woh dil the, dil, dil, dil the
(those leaves were hearts, those were hearts)

dil hai to dil dard hoga
(If one has heart, then the heart will feel pain)

dard hai to dil bhi hoga
(if one is feeling pain, it implies that he has heart)

mausam guzarte hi rahte hain
(seasons keep on passing by)

dil se dil se dil se dil se
dil se re
dil to akhir dil hai na meethi si mushkil hai na
piya piya piya piya piya na piya jiya jiya jiya na jiya
dil se re

bandhan hai rishto mein
(relationships have bondage)

kaato ki taare hain
(wires of thorns (knit the relationships) )

patthar ke darwaaze, deewaare
(doors and walls of stone)

bele phir bhi ugti hain
(nevertheless, creeper plants grow up)

aur guchchen bhi khilten hain
(and flowers also bloom)

aur jharte hain afsaane
(and stories shower (like a waterfall) )

kirdaar bhi milte hain
(characters (of stories) meet (one another) )

woh rishte dil dil dil the, woh dil the dil dil dil the
(those relationships were hearts, those were hearts)

gham dil ke par chulbule hain
(sorrows are like the mischievious feathers of the heart)

paani ke yeh bulbule hain
(like bubbles in water)

bujhte hi bante rahte hain
(these burst to die, only to reappear)

dil se dil se dil se dil se
dil se re dil se re dil se re dil se re dil se re dil se re
dil to akhir dil hai na meethi si mushkil hai na
piya piya piya piya piya na piya jiya jiya jiya na jiya
dil se re dil se re

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back