back

song: chand aaya hai
film: Dil Hi Dil Mein
musicdirector: a r rahman
songwriter: mehboob
singer: udit narayan, kavita krishnamurthy

(garba: a gujarati group dance using wooden sticks)

chand aaya hai zamee pe, aaj garbe ki raat mein
(the moon has descended on the earth, today, in the night of dance)

chupa hai vo yahi kahi pe, aaj garbe ki raat mein
(he is hiding somewhere here, today, in the night of dance)

arey dhoondho dhoondho re, sharma raha hai vo
(hey! search for him, he is feeling shy)

kuchh to baat hai, jo aaya vo
(there ought to be a reason, that he has come)

arey dhoondho dhoondho re, sharma raha hai vo
kuchh to baat hai, jo aaya vo

mauqa hai ye, kahne sun ne ka
(this is the occassion of talking and listening)

mauqa nikalne na do
(don't let the occassion lapse unutilised)

mauqa hai ye, kahne sun ne ka
mauqa nikalne na do
chand aaya hai zamee pe, aaj garbe ki raat mein
chupa hai vo yahi kahi pe, aaj garbe ki raat mein

chup tumhare un labo pe bhi hai
(there is silence on your lips also)

chup hamare in labo pe bhi hai
(there is silence on my lips also)

boltee hain ye nigahe, mere yaar, mere yaar
(the eyes are speaking, o my lover, my lover)

chup tumhare un labo pe bhi hai
chup hamare in labo pe bhi hai
boltee hain ye nigahe, mere yaar, mere yaar

ho hasee ho sanam tum, chaand se bhi jyaada
(my love, you are even more beautiful than the moon)

hasee ho sanam tum, chaand se bhi jyaada
gahree hain zulfe jaise raat koi
(your hairlocks are dark as if some night) )

ho, taareefey karo na itnee bhi jyaada
(don't give compliments on me so excessively)

ruke na sharam se ye saanse meri
(that my these breaths get halted in shyness)

jo dil mein hai bolu main
(whatever is in my heart, i am expressing)

bas tum ko hi dekhu main
(i keep on looking only at you)

jeevan yun hi bita du oh ho, mere yaar, mere yaar
(i (rather) spend my life like this only, my friend)

mere yaar, mere yaar
chand aaya hai zamee pe, aaj garbe ki raat mein
chupa hai vo yahi kahi pe, aaj garbe ki raat mein
arey dhoondho dhoondho re, sharma raha hai vo
kuchh to baat hai, jo aaya vo
arey dhoondho dhoondho re, sharma raha hai vo
mauqa hai ye, kahne sun ne ka
mauqa nikalne na do
arey mauqa hai ye, kahne sun ne ka
mauqa nikalne na do
 

pyaar sa nahi jaha mein koi
(there is nothing else in this world like love)

yaar sa nahi jaha mein koi
(there is nobody else in this world like friend)

dono ke bina yaha pe jeena kya, mere yaar
(what is the point in spending life here without both of them, my friend)

ho pyaar sa nahi jaha mein koi
yaar sa nahi jaha mein koi
dono ke bina yaha pe jeena kya, mere yaar

ho, pahli nazar mein loota tha dil ko
(you had robbed me of my heart in your first glance)

jaadugar salaam mera tumko
(oh sorcerer, my salute to you)

hu, itni mohabbat doge jo humko
(if you will give so much love to me)

kam hi padegi jindagi hamko
(my life will apeear short for me (to enjoy this))

janmo ka naata hai ye
(this is the relationship that continues for several lives)

pyaar wafa ka rishta hai ye
(this is the relation established by love and faith)

toote na ye bandhan dekho ho, mere yaar, mere yaar
(take care that this bond does not get broken, my friend)

mere yaar, mere yaar
 

kya kya iraade hone lage hain, is garbe ki raat mein
(what all intentions are getting established in this night of dance)

is garbe ki raat mein

kasme vaade hone lage hain, is garbe ki raat mein
(the swearings and promises are being done in this night of dance)

is garbe ki raat mein

vah re vah kya aae hai, ye raat re
(great, just great, what a night has arrived)

chhidi hai milan ki koi baat re
(some talk of getting united has begun)

hum bhi to hain, tum dilwalo ke hi saath re
(we also are supporting you courageous fellows)

hum bhi to hain, tum dilwalo ke hi saath re
ho hum bhi to hain, tum dilwalo ke hi saath re
hum bhi to hain, tum dilwalo ke hi saath re
hum bhi to hain, tum dilwalo ke hi saath re
hum bhi to hain, tum dilwalo ke hi saath re

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back