back

song: ae nazneen suno na
film: Dil Hi Dil Mein
musicdirector: a r rahman
songwriter: mehboob
singer: abhijeet

ae nazneen suno na
(hey elegant, please listen)

ae nazneen suno na
hamey tum pe haq to do na
(grant to me authority on you)

chahey to jaan lo na
((in exchange) if you so desire, take my life)

ke dekha tumhey to hosh urh gaye
(when i saw you, my consciousness deserted me)

honth jaise khud hi sil gaye
(my lips, on their on accord, got sewn)

ye honth jaise khud hi sil gaye

ae nazneen suno na
hamey tum pe haq to do na
chahey to jaan lo na
ke dekha tumhey to hosh urh gaye
honth jaise honth jaise khud hi sil gaye
ye honth jaise khud hi sil gaye

lagta hai ke tumko, rab ne banaya jis dam
(it seems that when God moulded you, that very instant)

apni kudrato ko usne, tum mein kar diya tha gum
(He had incorporated His omnipotence in you)

is jaha ko husn baatna bhi kar diya tha kam
(He had also reduced distributing beauty to this world)

teekhey teekhey nain naqsh tere, kaliyon se komal honth tere
(sharp are you features, your lips are softer than buds)

phoolon se nazuk paon tere, dono jaha kurbaan tere
(your feet are more tender than flowers, both the worlds are sacrificed on you)

tarasha pyaar se jise, rab ne vo murat ho tum
(you are that statue whom God has chieseled with love)

sang-tarasho ki jaise, devi tum
(you are like the godess of sculptors)

tarasha pyaar se jise, rab ne vo murat ho tum
sang-tarasho ki jaise, devi tum

tumsa jaha mein koi na
(there is nobody like you in the world)

ae nazneen suno na
hamey tum pe haq to do na
chahey to jaan lo na
ke dekha tumhey to hosh urh gaye
honth jaise khud hi sil gaye
 

parda khayalo ka hai, such much jara saamne aa
(the curtain of thoughts (is hiding you), appear in front (of me) in reality)

chaand ko main takta hoon, par teri shaql aankhon mein
(I am staring at the moon, but your face is in (my) eyes)

jee jalaye chandani bhi, thandi-thandi raato mein
(the moonlight also is burning my heart, in cold nights)

naata nindo se toot gaya, tere liye ae mere hasee
(i am not able to sleep, for you, o my beautiful)

dil ko yakee ye bhi hai magar, aayega aisa din bhi kabhee
(still my heart has this belief also, that such a day will come sometime)

jab mulaqatey bhee hongi, meethi si baatey bhee hongi
(when our meetings will also take place, sweet talks will take place)

pyaar bhari raatey bhee hongi, dekhna
(the nights, filled with love, will also be there, you will notice)

jab mulaqatey bhee hongi, meethi si baatey bhee hongi
pyaar bhari raatey bhee hongi, dekhna

aane ki khabar do na
(give me the information of your arrival)

ae nazneen suno na
hamey tum pe haq to do na
chahey to jaan lo na
ke dekha tumhey to hosh urh gaye
honth jaise honth jaise khud hi sil gaye
ye honth jaise khud hi sil gaye
honth jaise khud hi sil gaye

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back