back

song: shabba shabba
film: Daud
musicdirector: a r rahman
songwriter: mehboob
singer: rani mukherjee, sonu nigam, niraj vohra

bosa bosa bosa
(kiss, kiss, kiss)

shuk sara bundara shamo shamo ar mera u u shamo shamo
bosa shaamo shaamo shaamo bosa bosa bosa bosa

shabba shabba hai rabba hone laga hai nasha mujhko hote hi sham
(oh god! i am getting intoxicated as the dusk is falling)

hoy masti ye jawani ki hai ya kisi ke pyaar ki ye to jane Ram
(oh, this intoxication is of youth or of somebody's love, only god knows that)

arey chali chali bosa main gali gali bosa par kahi nahi tha pyaar to
(i wander and wander, in this street or that, but love was not there anywhere)
 

ab khili khili seesa meri kali kali seesa ki yahi kahi hai pyaar vo
(now bloomed are all my buds because here somewhere is that love)
 

shabba shabba hai rabba hone laga hai nasha mujhko hote hi sham
hoy masti ye jawani ki hai ya kisi ke pyaar ki ye to jane Ram
are chala chala bosa main yahan wahan bosa par kahi nahi tha pyaar to
ab mila mila seesa haa mujhe mila seesa ki yahi kahi hai pyaar vo
(now i have found that love because here somewhere is that love)

shabba shabba hai rabba hone laga hai nasha mujhko hote hi sham
masti ye jawani ki hai ya kisi ke pyaar ki ye to jane Ram

paise ki pyasi duniya kyo na samjhe is pyaar ka nahi koi mol
(why the world that is thirsty of wealth does not understand that there in no price suitable to buy love)

yun to jangey lad kar pyaar se phir milte hain ghoom phir ke ye duniya hai gol
(everybody fights wars but then they again meet with one other lovingly, in sum total, this worlds is round)

anarkali ke aage to akbar dada bhi chup rah ke gusse se jaate dol
(in front of lady anaarkali, who was beloved of crown prince saleem, emperor akbar also had to remain silent though shivering with anger)

aur majnoo ranjha romeo bhai sabne mil ke jaan de ke sikhaye pyar ke bol
(and the celebrated lovers majnoo, ranjha, romeo, my brothers all have given their lives to teach us together the meaning of love)

el oh vee ee mein jo power hai wo kisi mein kaha itna samajh le tu yaar
(the power that is within l  o  v  e  that is there is who else, understand this, you friend!)

pyaar ki gadi ke aage to jitni kare hai sab bekar
(in front of the vehicle of love, whatever cars are there are all useless)
 

shabba shabba hai rabba hone laga hai nasha mujhko hote hi sham
masti ye jawani ki hai ya kisi ke pyaar ki ye to jane Ram

bade bade rocket satelite bheje oopar teer hamara banaya hai jo computer
(such big big rockets satellites have been launched upwards, the computer has been made our arrow)

par pyaar na kiya duniya mein to phir hai kya kiya
(even then, if one has not been in love in this world then what he has done worthwhile)

hamne to seekha jaha mein hai bas yahi dil le re
(we have learned only this in the world that you achieve a place in someones heart)

mil ke wo hunar sabhi tum bhi seekho
(come together all of you to jointly learn that skill)

hum bhi to hai baba prem pujari dil ka katora liye prem bhikhari
(i am also godforsaken preist of love, with the begging bowl of love in our hands, we are beggers for love)

Ram ke naam pe sun lo hamari
(in the name of god, please listen to me)

pyaar ki jhalak hi de do Rampyari
(show me a glimpse of love, oh lady, whose name is rampyari)

shabba shabba hai rabba hone laga hai nasha mujhko hote hi sham
masti ye jawani ki hai ya kisi ke pyaar ki ye to jane Ram
are chali chali bosa main gali gali bosa par kahi nahi tha pyaar to
ab khili khili seesa meri kali kali seesa ki yahi kahi hai pyaar vo

shabba shabba hai rabba hone laga hai nasha mujhko hote hi sham
hoy masti ye jawani ki hai ya kisi ke pyaar ki ye to jane Ram

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back