back

song: jhoom jhoom nache hum
film: Chor Chor
musicdirector: a r rahman
songwriter: p k mishra
singer: s p balasubrahmanyam, chitra

jhoom jhoom nache hum kismat hui hai roshan
(we dance swinging, fate has become bright)

daulat jo mil gayi to jeevan sanwar le hum
(we have got wealth, we would beautify our life)

rupiya jo paas me ho duniya kharid le hum
(when money is with us, we would buy the world)

daulat jo mil gayi to jeevan sanwar le hum
jhoom jhoom nache hum kismat hui hai roshan
daulat jo mil gayi to jeevan sanwar le hum
rupiya jo paas me ho duniya kharid le hum
daulat jo mil gayi to jeevan sanwar le hum

apna hi aasma ho us mein sada urhe hum
(may the sky be ours, may we fly always in that)

humsafar ban ke mere hardam hi saath mein rahna tum
(becoming my companion, you always stay alongwith me)

phoolo ki ye jami ho us par sada chale hum
(may this ground be made of flowers, may we always walk on that)

mastiyo ka ye aalam ho gate rahe geet hum aur tum
(may the world remain full of intoxication, may you and we keep on singing songs)

gulsita khilta rahe ye karvan chalta rahe
(may the gardens keep on blooming, may the caracan keep on proceeding)

swarg me ab ye jami badlenge hum
(we will transform this land to the heaven)

pyaar ke rang mein tumhe rang denge hum
(we will drench you in the color of love)

rupiya jo paas me ho duniya kharid le hum
daulat jo mil gayi to jeevan sanwar le hum
jhoom jhoom nache hum kismat hui hai roshan
daulat jo mil gayi to jeevan sanwar le hum

yuddha na ho kahi pe sukh shanti ho is jami pe
(may there not be war anywhere, may there be happiness and peace on this earth)

pyaar ki baat se sathi duniya ko badlenge hum aur tum
(i and you will transform this world by the message of love)

bhookh na ho jami pe pyas na ho kahin pe
(may there not be hunger on the earth, may there not be thirst anywhere)

shant shant ye dharti ho sukh mil ke baat le hum aur tum
(may this world remain peaceful, may i and you share the happiness together)

mehfile din raat ho pyar ki barsat ho
(may the gatherings be there day and night, may there be rains of love)

na kabhi dil todna mere yaar tum
(you, my friend, don't ever break my heart)

samne hain manzile mera pyaar tum
(our destinations are before us and you are my love)

jhoom jhoom nache hum kismat hui hai roshan
daulat jo mil gayi to jeevan sanwar le hum
rupiya jo paas me ho duniya kharid le hum
daulat jo mil gayi to jeevan sanwar le hum

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back