back

song: kuch bhi na socho
film: Bombay
musicdirector: a r rahman
songwriter: mehboob
singer: pallavi, anupama, shuba, noell, srinivas

kuchh bhi na socho khush ho ke bolo
(don't think anything. say happily)

gulla gulla halla gulla
(=uproar, shout, din, noise)

aane wala aayega roke na ruk payega
(whoever has to come, will come. he just can't be stopped)

gulla gulla halla gulla
dil huaa hai diwana jhoom utha hai mastana
(heart has become possessed, it is dancing intoxicatedly)

gulla gulla halla gulla
jaane kya kya kar jaana kaisi dhoom macha jaana
(who knows what all we are going to do, what a chaos we are going to spread)

gulla gulla halla gulla
dil huaa hai diwana jhoom utha hai mastana
gulla gulla halla gulla
jaane kya kya kar jaana kaisi dhoom macha jaana
gulla gulla halla gulla
kal ka kyo soche bhala hum
(why need we think about tomorrow)

aaoo aaj mein hi chalo ji le jara hum
(come, let us live in today)

oopar wala jab ek hai sabka
(when the God is one to all)

ek ho ke phir ye ga le jara hum
(then we should become united and sing this)

gulla gulla halla gulla
gulla gulla halla gulla

jeena uska jeena jo jeene bhi de
(a life worth mentioning is only his, who lets others live)

aaye hai duniya mein to is ka maja bhi le le
(we have come to this world, lets feel the enjoyment of living such a life)

jeena uska jeena jo jeene bhi de
aaye hai duniya mein to is ka maja bhi le le
deewar ho dilo mein to aao hum giraaye
(if their are dividing walls in between hearts, come lets demolish those walls)

apne khuda ko chalo pyaar se hum tum manaye
(come, let you and we plead to our God with love)

dil huaa hai diwana jhoom utha hai mastana
gulla gulla halla gulla
jaane kya kya kar jaana kaisi dhoom macha jaana
kal ka kyo soche bhala hum
aaoo aaj mein hi chalo ji le jara hum
oopar wala jab ek hai sabka
ek ho ke phir ye ga le jara hum
gulla gulla
gulla gulla

chaahe kuchh bhi ho sada muskaraye
(come what may, we should always smile)

dil mein umange ho aur masti mein hum naache gaaye
(there should be desires in heart, and we should dance and sing in intoxication)

dil mein umange ho aur masti mein hum naache gaaye
haatho ko mila ke aasma ko choo le
(let us join our hands so that it becomes long enough to touch the sky)

apne armano ko chand taro se sajaye
(let us decorate our desires with the moon and the stars)

gulla gulla halla gulla
gulla gulla halla gulla
gulla gulla halla gulla
gulla gulla halla gulla
jeena uska jeena jo jeene bhi de
deewar ho dilo mein to aao hum giraaye
chaahe kuchh bhi ho sada muskaraye
haatho ko mila ke aasma ko choo le
dil huaa hai diwana jhoom utha hai mastana
jaane kya kya kar jaana kaisi dhoom macha jaana
dil huaa hai diwana jhoom utha hai mastana
jaane kya kya kar jaana kaisi dhoom macha jaana

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back