back

song: raat ki daldal hai
film: 1947 earth
musicdirector: a r rahman
songwriter: javed akhtar
singer: sukhvindara singh

raat ki daldal hai gaarhi re gaarhi re
(oh! the quicksand of night is concentrated)

dhadkan ki chale kaise gaadi re gaadi re
(how the vehicle of heartbeats is to continue)

raat ki daldal hai gaarhi re gaarhi re
dhadkan ki chale kaise gaadi re gaadi re

sahami sahami hai dishaye
(the directions are frightened)

jaise kuchh khone ko hai
(as if something is going to be lost)

saans roke hai hawaye
(the air has halted breathing)

jaane kya hone ko hai
(whatever is going to happen)

sahami sahami hai dishaye, jaise kuchh khone ko hai
saans roke hai hawaye, jaane kya hone ko hai

maut chhupi jhadi jhadi re jhadi re
(death is hiding in every shrub)

arey raat ki daldal hai gaarhi re gaarhi re
dhadkan ki chale kaise gaadi re gaadi re

dil ke aangan mein hain phaile
(in the quadrangle of heart have spread)

saaye kaise khauf ke
(the shadows of terror)

ro rahe hai yu andhere
(the darkness are crying in such a way)

kaanp jaaye jo sune
(that whoever might be listening will shiver)

dil ke aangan mein hain phaile, saaye kaise khauf ke
ro rahe hai yu andhere, kaanp jaaye jo sune

doobi samay ki hai naadi re naadi re
( the pulse of time has sunk) (time has died)

o raat ki daldal hai gaarhi re gaarhi re
dhadkan ki chale kaise gaadi re gaadi re

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back