back

song: ye jo zindagi hai
film: 1947 earth
musicdirector: a r rahman
songwriter: javed akhtar
singer: female version: srinivas, sujata trivedi; male version: srinivas, sukhvindara singh, chorus

female version:
---------------------
jo afsaane dil ne bune
(whatever stories, heart has woven (written) )

unko koi dil hi sune
(those (should) be heard (only) by some (other) heart) (= it will not make any sense to anyone else)

hum haule haule pyaar ki dhundhali fizaao mein aaye
(we, slowly-slowly, arrive into the hazy surroundings of love)

gahre gahre hai khaab ki neeli ghatao ke saaye
(shadows cast by the blue clouds of dreams are deep)

ham tum dono, khoye khoye
(you and I, both are unaware (of ourselves) )

sapne dekhe, jaage soye
(dreaming, (whether) slept, (whether) awake)

gumsum, hairaa
(indifferent, amazed)

ye jo zindagi hai, koi daasta hai, kab hoga kya, ye khabar kaha hai
(this life is some story, when, what will happen, this information is not there)

ye jo zindagi hai, koi kaaravan hai, kaha jayegi, ye khabar kaha hai
(this life is some caravan, where it will reach, this information is not there)

ye jo zindagi hai, koi daasta hai, kab hoga kya, ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai, koi kaaravan hai, kaha jayegi, ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai, koi daasta hai, kab hoga kya, ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai, koi kaaravan hai, kaha jayegi, ye khabar kaha hai

bahti hai chingariya jaise, sar se paao tak nas nas mein
(as if sparks are flowing in all my veins, from head to feet)

halka halka hosh hai lekin, kuchh bhi nahi ab mere bas mein
(I am partially conscious, but, not a single thing is under my control)

mere ang ang mein, bechaini, bijali ban ke lahraye
(in my every limb, restlessness is wavering like electricity)

ek meethe meethe dard ka, baadal, tan man par chhaye
(cloud of a sweat pain has shadowed my body and mind)

sanse ulajhe, dharke hai dil, jaane kaise meri mushkil, hogi aasa
(breathing is confused, yet heart beats, how my difficulty will get resolved)

ye jo zindagi hai, koi daasta hai, kab hoga kya, ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai, koi kaaravan hai, kaha jayegi, ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai, koi daasta hai, kab hoga kya, ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai, koi kaaravan hai, kaha jayegi, ye khabar kaha hai

male version:
-------------------
jo afsaane dil ne bune
unko koi dil hi sune
hum haule haule pyaar ki dhundhali fizaao mein aaye
gahre gahre hai khaab ki neeli ghatao ke saaye
ham tum dono, khoye khoye
sapne dekhe, jaage soye
gumsum, hairaa

ye jo zindagi hai, koi daasta hai, kab hoga kya, ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai, koi kaaravan hai, kaha jayegi, ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai, koi daasta hai, kab hoga kya, ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai, koi kaaravan hai, kaha jayegi, ye khabar kaha hai

arey kaash meri in aankho ki, ab roshani bujh jaaye
(I wish that my eyes loose their capability to see)

maine dekha tha jo khaab vo, mujhko na kabhi yaad aaye
(may i not be able to recall whatever dream i had seen)

aise barse gam ke teeshe, toote dil ke saare sheeshe
(fire of sorrow rained in such a way, (that) the glasshouse of my heart has collapsed)

dil hai veera
(heart stands deserted)

ye jo zindagi hai, koi daasta hai, kab hoga kya, ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai, koi kaaravan hai, kaha jayegi, ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai, koi daasta hai, kab hoga kya, ye khabar kaha hai
ye jo zindagi hai, koi kaaravan hai, kaha jayegi, ye khabar kaha hai

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back