back

song: dheemi dheemi
film: 1947 earth
musicdirector: a r rahman
songwriter: javed akhtar
singer: hariharan

dheemi dheemi, bheeni bheeni, khushboo hai, tera badan
(slow, slow, mild, mild, your body is a frangrance)

sulage, mahke, pighale, dahake
(it gets kindled, it give fragrance, it gets molten, it gives warmth)

kyo na bahake, mera man
(why shouldn't my mind get misled)

sulage, mahke, pighale, dahake, kyo na bahake, mera man

vo chali hawa, ki nasha ghula
(such a breeze has started to flow, that intoxicant has got dissolved)

hai sama bhi jaise dhuaa dhuaa
(the environment has also become smokey, smokey)

tera roop hai, ki ye dhoop hai
(such is your beauty, as if a sunlight)

khule baal hai, ki hai badaliya
((these are your) unclasped hairs, or these are some clouds)

tu jo paas hai, mujhe pyaas hai, tere jism ka ahsaas hai
(as you are near, i have a thirst, i am aware of your body)

tu jo paas hai, mujhe pyaas hai, tere jism ka ahsaas hai
tu jo paas hai, mujhe pyaas hai

dheemi dheemi, bheeni bheeni, khushboo hai, tera badan
sulage, mahke, pighale, dahake, kyo na bahake, mera man
sulage, mahke, pighale, dahake, kyo na bahake, mera man

saans bhi jaise, ruk si jaati hai
(as if breathing also, almost halts)

tu jo paas aaye to aanch aati hai
(when you come near, i feel the heat (of your body))

dil ki dhadkan bhi, mere seene mein, ladkhadati hai
(in my chest, heartbeats also, stumble)

ye tera tan badan, kaisi hai ye agan
(this is your body, what is this fire)

thandak hai jism, tu vo aag hai
(your body is a fire which is cool)

balkhati hai jo tu, laharati hai jo tu
(when you walk twisted, when you walk wavering)

lagata hai ye badan ek raag hai
(it appears that your body is a melody)

vo chali hawa, ki nasha ghula
hai sama bhi jaise dhuaa dhuaa
tera roop hai, ki ye dhoop hai
khule baal hai, ki hai badaliya
tu jo paas hai, mujhe pyaas hai, tere jism ka ahsaas hai
tu jo paas hai, mujhe pyaas hai, tere jism ka ahsaas hai
tu jo paas hai, mujhe pyaas hai

dheemi dheemi, bheeni bheeni, khushboo hai, tera badan
sulage, mahke, pighale, dahake, kyo na bahake, mera man
sulage, mahke, pighale, dahake, kyo na bahake, mera man

version: 1.00
last updated: 01/08/2000
presented by: vulcan

back