LyricsIndia.net

Hey, want to try making your own Karaoke from any youtube track? Check out some samples on our new beta website Pruthak (which means 'to separate') to split a track into vocals, drums, bass, piano!

गाना / Title: अरे भई निकल के आ घर से - are bha_ii nikal ke aa ghar se

चित्रपट / Film: न्यू दिल्ली-(New Delhi)

संगीतकार / Music Director: शंकर - जयकिशन-(Shankar-Jaikishan)

गीतकार / Lyricist: शैलेन्द्र-(Shailendra)

गायक / Singer(s): किशोर कुमार-(Kishore Kumar)

शेअर करें / Share Page

Lyrics in English - ASCII
देवनागरी बोल :

 


अरे भई निकल के आ घर से! (२)
ए~ ए~ ए~

अरे भई निकल के आ घर से, आ घर से (२)
दुनिया की रौनक देख फिर से देख ले फिर से (२)
होय! अरे भई निकल के आ घर से, आ घर से

केम ऊँघेचे भई घनश्याम जी, ओ (२)
ओ~
दुनिया बदल गयी प्यारे, आगे निकल गयी प्यारे (२)
अन्धे कुँए में घुस के क्यों बैठा हुआ है मन मारे (२)
अरे भई निकल के आ घर से ...

तुला भीती ही कसली वाट ते, रे (२)
ओ~
पानी को, तेल को छोड़ा, बिजली की रेल को छोड़ा (२)
कल चाँद और तारों में पहुँचेगा ऐटमी घोड़ा
अरे भई, अरे भई
अरे भई निकल के आ घर से ...

कैनो भाबेन ओकारन ऐ बंकी बाबू, रे (२)
ओ~
कल जो था कल रहा होगा, आगे की सोच क्या होगा (२)
टूटी पुरानी ढफली पे, तू कल कमर दिया मलेगा? (२)
अरे भई निकल के आ घर से ...



Lyrics in Unicode - Devanagari
Lyrics:
 


are bha_ii nikal ke aa ghar se! (2)
e~ e~ e~

are bha_ii nikal ke aa ghar se, aa ghar se (2)
duniyaa kii raunak dekh phir se dekh le phir se (2)
hoy! are bha_ii nikal ke aa ghar se, aa ghar se

kem uu.Ngheche bha_ii ghanashyaam jii, o (2)
o~
duniyaa badal gayii pyaare, aage nikal gayii pyaare (2)
andhe ku.Ne me.n ghus ke kyo.n baiThaa huaa hai man maare (2)
are bha_ii nikal ke aa ghar se ...

tulaa bhiitii hii kasalii vaaT te, re (2)
o~
paanii ko, tel ko chho.Daa, bijalii kii rel ko chho.Daa (2)
kal chaa.Nd aur taaro.n me.n pahu.Nchegaa aiTamii gho.Daa
are bha_ii, are bha_ii
are bha_ii nikal ke aa ghar se ...

kaino bhaaben okaaran ai ba.nkii baabuu, re (2)
o~
kal jo thaa kal rahaa hogaa, aage kii soch kyaa hogaa (2)
TuuTii puraanii Dhaphalii pe, tuu kal kamar diyaa malegaa? (2)
are bha_ii nikal ke aa ghar se ...


कुछ और सुझाव / Related content: