% \startsong \stitle{khud ko kyaa samajhatii hai kitanaa aka.Datii hai}% \film{Khiladi}% \year{}% \starring{Ayesha Julka, Akshay Kumar, Deepak Tijorii,}% \singer{Abhijit, Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy, Sapana Mukherjee}% \music{Jatin-Lalit}% \lyrics{Raj}% % % Contributor: % Transliterator: Ravi K Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % jahaa.N vo jaayegii, vahii.n ham jaaye.nge (2) khud ko kyA samajhatii hai kitanaa aka.Datii hai kaulej me.n nayii nayii aayii ek la.Dakii hai ho yaaro.n ye hame.n lagatii hai sirafirii aao chakhaa de.n mazaa taubaa taubaa ye adA diivaanii hai kyA pataa puuchho ye kis baat pe itanaa itaraatii hai jaane kis kii bhuul hai ye gobhii kA phuul hai billii jaise lagatii hai mekap jab karatii hai gaalo.n pe jo laalii hai hoTho.n pe gaalii hai ye jo nakhare vaalii hai la.DakI hai yA hai balA khud ko kyA samajhataa hai kitanaa aka.Dataa hai kaulej kA nayaa nayaa majanuu ye lagataa hai hamase ho gayaa ab isakaa saamanaa aao chakhaa de.n mazaa khud \threedots hamako detaa hai gulaab niiyat isakii hai kharaab saavan ke a.Ndhe ko to hariyaalii dikhatii hai kyA isako ye hosh hai ye dharatii par bojh hai mard hai ye sirf naam kA aakhir kis kaam kA cheharaa ab kyo.n laal hai badalii kyo.n chaal hai are itanA ab kyo.n behaal hai ham bhI to dekhe.n zaraa khud ko kyaa hamase aa.Nkhe.n chaar karo chho.Do gussaa pyaar karo yaaro.n ke ham yaar hai.n la.Danaa bekaar hai ulajhan me.n ye pa.D gaye shaayad ham se Dar gaye de.nge bhar ke pyaar ke dekho ye haar ke pyaar ki ye riit hai haar bhI jiit hai sabase ba.Dh kar priit hai lagajaa gale dilarubaa % #endindian \endsong %