% \startsong \stitle{jab yaad kii badalii chhaatii hai}% \film{Painter Babu}% \year{1983}% \starring{Meenakshi Seshadri, Rajiv Goswami?}% \singer{Mahendra Kapoor}% \music{Uttam Singh-Jagdish Khanna}% \lyrics{Manoj Kumar}% % % Contributor: Ashok Dhareshwar (adhareshwar@worldbank.org) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Thu Jan 18 1996 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % \printtitle #indian % (jab yaad kii badalii chhaatii hai tab aa.Nkh merii bhar aatii hai) \-3 mujhe sulaane kii khaatir raat bhii thak\-thak jaatii hai \-2 par nii.nd merii to par nii.nd merii to pagalii Thaharii, tere ghar tak jaatii hai jab yaad kii badalii \threedots tuu kyaa teraa vaadaa kyaa har baat terii sharmaatii hai \-2 pat miT jaae.nge par miT jaae.nge pyaar me.n ham, ye dil kii agan bataatii hai jab yaad kii badalii \threedots chaar diivaarii ma.ndir kii, yaad terii doharaatii hai \-2 par khaalii ma.ndir, o par khaalii ma.ndir me.n puujaa to man ki thakan ba.Dhaatii hai jab yaad kii badalii \threedots % #endindian \endsong %