% \startsong \stitle{jab tak hai jaa.n, jaan\-e\-jahaa.N}% \film{Shole}% \year{1975}% \starring{Hema, Dharmendra, Amitabh, Amjad Khan, Sanjeev Kumar, Jaya Bhaduri}% \singer{Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Andy J. Lucyshyn (ajl@engr.ucf.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % jab tak hai jaa.n, jaan\-e\-jahaa.N, mai.n naachuu.Ngii pyaar kabhii bhii marataa nahii.n maut se bhii ye Darataa nahii.n luT jaae.nge miT jaae.nge mar jaae.nge ham zindaa rahegii hamaarii daastaa.n o haa.n, jab tak hai jaa.n \threedots TuuT jaae paayal to kyaa paa.Nv ho jaae.n ghaayal to kyaa dil diyaa hai dil liyaa hai pyaar kiyaa hai to denaa pa.Degaa muhabbat kaa imtahaa.n o haa.n, jab tak hai jaa.n \threedots ye nazar jhuk sakatii nahii.n ye zubaa.n ruk sakatii nahii.n mai.n kahuu.Ngii Gam sahuu.Ngii chup rahuu.Ngii kyaa bebas huu.N lekin nahii.n mai.n bezubaa.n o haa.n, jab tak hai jaa.n \threedots % #endindian \endsong %