% \startsong \stitle{jaane chale jaate hai.n kahaa.N, duniyaa se jaanevaale}% \film{Pushpanjali}% \starring{}% \singer{Mukesh}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Preeti Ranjan Panda on RMIM (ppanda@cliff.ICS.UCI.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@ndsun.cs.ndsu.nodak.edu) % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu), Satish Subramanian % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % jaane chale jaate hai.n kahaa.N, duniyaa se jaanevaale, jaane chale jaate hai.n kahaa.N, kaise DhU.nDhe koI unako, nahI.n kadamo.n ke bhii nishaa.n (jaane hai vo \- 2) kaun nagariyaa, aaye jaaye khat naa khabariyaa, aaye jab jab unakii yaade.n, aaye hoTho.n pe fariyaade.n, jaake phir naa aane vaale jaane chale jaate hai.n kahaa.N \threedots (mere bichha.De \- 2) jiivan saathii, saathii jaise dIpak baatii, mujhase bichha.D gaye tum aise, saavan ke jaate hii jaise, u.Dake baadal kaale kaale, jaane chale jaate hai.n kahaa.N duniyaa se jaanevaale, jaane chale jaate hai.n kahaa.N, kaise DhU.nDhe koI unako, nahii.n kadamo.n ke bhii nishaa.n jaane chale jaate hai.n kahaa.N \threedots % #endindian \endsong %