% \startsong \stitle{ham bahano.n ke li_e, mere bhaiyaa, aataa hai ek din}% \film{Anjaana}% \year{1969}% \starring{Rajendra Kumar, Babita}% \singer{Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Himanshu Gupta % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 08/17/1995 % Credits: Ashok Dhareshwar % Editor: Rajiv Shridhar % Comments: Released in 1960 % \printtitle #indian % ham bahano.n ke li_e mere bhaiyaa aataa hai ek din saal me.n \-2 aaj ke din mai.n jahaa.N bhii rahuu.N chale aanaa vahaa.N har haal me.n \-2 ham bahano.n ke li_e mere bhaiyaa aataa hai ek din saal me.n \-2 (kitane din aur kitanii raine.n is aa.Ngan me.n rahanaa hai mai.nne) \-2 paradesii hotii hai.n bahane.n baabul jaane bhej de merii Dolii kab sasuraal me.n chale aanaa vahaa.N har haal me.n ham bahano.n ke li_e mere bhaiyaa aataa hai ek din saal me.n \-2 aaj ke din mai.n jahaa.N bhii rahuu.N chale aanaa vahaa.N har haal me.n \-2 % #endindian \endsong %