% \startsong \stitle{aaj kal paa.Nv zamii.n par nahii.n pa.Date mere}% \film{Ghar}% \starring{Vinod Mehra, Rekha}% \singer{Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: U.V Ravindra (uvr@tata_elxsi.soft.net) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Mon Jul 10 1995 % Credits: % Editor: % Comments: % \printtitle #indian % (aaj kal paa.Nv zamii.n par nahii.n pa.Date mere bolo dekhaa hai kabhii tumane mujhe u.Date hue) \-2 aaj kal paa.Nv zamii.n par nahii.n pa.Date mere jab bhii thaamaa hai teraa haath to dekhaa hai \-2 log kahate hai.n ke bas haath kii rekhaa hai hamane dekhaa hai do taqadiiro.n ko ju.Date hue aaj kal paa.Nv\threedots nii.nd sii rahatii hai, halakaa saa nashaa rahataa hai raat\-din aa.Nkho.n me.n ik chaharaa basaa rahataa hai par lagii aa.Nkho.n ko dekhaa hai kabhii u.Date hue aaj kal paa.Nv\threedots jaane kyaa hotaa hai har baat pe kuchh hotaa hai din me.n kuchh hotaa hai aur raat me.n kuchh hotaa hai thaam lenaa jo kabhii dekho hame.n u.Date hue aaj kal paa.Nv\threedots aaj kal paa.Nv zamii.n par nahii.n pa.Date mere % #endindian \endsong %