% \startsong \stitle{dil jo naa kah sakaa, vahii raaz-e-dil, kahane kii raat}% \film{Bheegi Raat}% \year{1965}% \starring{Pradeep Kumar, Meena Kumari, Ashok Kumar}% \singer{Rafi}% \music{Roshan}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % dil jo naa kah sakaa vohii raaz\-e\-dil kahane kii raat aaI dil jo naa kah sakaa taubaa ye kis ne a.njuman sajaa ke Tuka.De kiye hai.n gu.ncha\-e\-vafaa ke \- 2 uchhaalo gulo.n ke Tuka.De ke ra.ngii.n fizaao.n me.n rahane kii raat aaI dil jo naa kah sakaa chaliye mubaarak ye jashn dostii kaa daaman to thaamaa aap ne kisii kaa \- 2 hame.n to khushii yahii hai tumhe.n bhii kisii ko apanaa kahane kii raat aaI dil jo naa kah sakaa saagar uThaao dil kaa kis ko Gam hai aaj dil kii qiimat jaam se bhii kam hai \- 2 piyo chaahe khuun\-e\-dil ho ke piite pilaate hii rahane kii raat aaI dil jo naa kah sakaa % #endindian \endsong %