% \startsong \stitle{dhiire se jaanaa khaTiyan me.n o khaTamal}% \film{Chhupa Rustom}% \year{1973}% \starring{Dev Anand, Hema Malini, Vijay Anand, Prem Chopra}% \singer{Kishore}% \music{S D Burman}% \lyrics{Neeraj}% % % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % dhiire se jaanaa khaTiyan me.n o khaTamal dhiire se jaanaa khaTiyan me.n so_ii hai raajakumaarii dekh rahI miiThe sapane jaa jaa chhup jaa takiyan me.n o khaTamal dhiire se jaanaa khaTiyan me.n ##speaks: ## viiraa.n thI apanii zindagii aur suunaa thA apanA makaan haai haai re kismat \threedots mile mushkil se ye mehamaan ho bhI jaate shaayad meharabaan mile mushkil se ye mehamaan ho bhI jaate shaayad meharabaan aag lagaa dii hai sukhan me.n o khaTamal dhiire se jaanaa khaTiyan me.n komal hai inakaa badan kA.NTe sI terI chubhan komal komal hai inakaa badan kA.NTe sI terI chubhan ba.Dhaa, Daale ni.ndiyan me.n o khaTamal dhiire se jaanaa khaTiyan me.n ##speaks ## e e kidhar jaataa hai khabar! khabaradaar! hum \threedots chhuup chhup ke? kyo.n pyaar kare tU ba.Daa chhuupaa huA rustam hai tU kyo.n chhup chhup ke pyaar kare tU ba.Daa chhupaa huA rustam hai tU le le hamako bhI sharaN me.n o khaTamal dhiire se jaanaa khaTiyan me.n dhiire se jaanaa dhiire se jaanaa bagiyan me.n o bha.Nvaraa dhiire se jaanaa bagiyan me.n % #endindian \endsong %