% \startsong \stitle{dekhane me.n bholaa hai, dil kaa salonaa}% \film{Bambai Ka Babu}% \year{1960}% \starring{Dev Anand, Suchitra Sen}% \singer{Asha, chorus}% \music{S D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: K Vijay Kumar % Date: % Credits: % Editor: Surajit Bose % \printtitle #indian % dekhane me.n bholaa hai dil kaa salonaa bamba_ii se aayaa hai baabuu chinnannaa galii galii gaa.Nv kii re jaagii hai sote sote phir se laage hai aisaa hue ham chhoTe chhoTe sa.ng leke aayaa hai meraa bachapanaa bamba_ii se \threedots nikii munnii nuur beGam use na banaanaa jii hasiino.n kaa shah_zaadaa hai ha.Nsii naa u.Danaa jii dil u.Da le jaayegaa cho.Do bachapanaa bamba_ii se \threedots suno magar shah_zaade jii kahii.n bhuul mat jaanaa burii hai.n yah naino.n vaale banaate hai.n diivaanaa gaa.Nv hai yah pariyo.n kaa dil ko bachaanaa bamba_ii se \threedots % #endindian \endsong %