% \startsong \stitle{chal rii sajanii ab kyaa soche, kajaraa naa baha jaaye rote rote}% \film{Bambai Ka Babu}% \year{1960}% \starring{Dev Anand, Suchitra Sen}% \singer{Mukesh}% \music{S D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Ravi Kant Rai % Transliterator: % Credits: Arati Deo % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % chal rii sajanii ab kyaa soche \- (2) kajaraa naa baha jaaye rote rote chal rii sajanii ab kyaa soche (baabul pachhataae haatho.n ko mal ke kaahe diyaa parades Tuka.De ko dil ke ) \- 2 aa.NsU liye, soch rahaa, duur kha.Daa re chal rii sajanii \threedots mamataa kaa aa.Ngan, gu.Diyo.n kaa ka.nganaa chhoTii ba.Dii sakhiyaa.N, ghar galI a.nganA chhUT gayaa, chhUT gayaa, chhUT gayaa re chal rii sajanii \threedots (dulhan banake gorii kha.Dii hai koii nahii apanaa kaisii gha.Dii hai ) \- (2) koii yahaa.N, koii vahaa.N, koii kahaa.N re chal rii sajanii ab kyaa soche kajaraa naa baha jaaye rote rote chal rii sajanii ab kyaa soche % #endindian \endsong %