% \startsong \stitle{chaa.Ndanii raat me.n, ek baar tujhe dekhaa hai}% \film{Dil-e-Naadaan}% \year{1981}% \starring{Rajesh Khanna, Jayaprada}% \singer{Kishore, Lata}% \music{Khaiyyam}% \lyrics{Naqsh Lyallpuri}% % % Contributor: Neha K. Desai (umdesai@cc.umanitoba.ca) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Jan 21 1996 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % chaa.Ndanii raat me.n, ek baar tujhe dekhaa hai Kud pe itaraate hue, Kud se sharmaate hue chaa.Ndanii raat me.n \threedots niile ambar pe kahii.N jhuule me.n saat ra.Ngo.n ke hasiin jhuule me.n naaz\-o\-a.ndaaz se laharaate hue Kud pe itaraate hue, Kud se sharmaate hue ek baar tujhe dekhaa hai \threedots jaagatii thii leke saahil pe kahii.n leke haatho.n me.n koii saaz\-e\-hasii.n ek ra.Ngii.n Gazal gaate hue phuul barasaate hue, pyaar chhalakaate hue ek baar tujhe dekhaa hai \threedots khulake bikhare jo mahakate gesu ghul ga_ii jaise havaa me.n Kushabuu merii har saa.Ns to mahakaate hue Kud pe itaraate hue, Kud se sharmaate hue ek baar tujhe dekhaa hai \threedots tuune chahare pe jhukaayaa chaharaa mai.nne haatho.n se chhupaayaa chaharaa laaj se sharm se ghabaraate hue phuul barasaate hue, pyaar chhalakaate hue ek baar tujhe dekhaa hai \threedots % #endindian \endsong %